Results 1 to 8 of 8

Thread: keyboard and mouse problem

  1. #1
    salman_ahmed is offline Senior Member+
    Last Online
    28th January 2014 @ 09:59 PM
    Join Date
    26 Mar 2007
    Age
    48
    Posts
    135
    Threads
    28
    Credits
    1,000
    Thanked
    0

    Default keyboard and mouse problem

    aslam alikum , dosto ek problem he key mery pass optical mouse he wo mery pc per kaam karta thaa . lekin kush dinn pehley virus aagaya pc me . ab virus sey jan chura lee he , hard drive format karkey new window kee he xp , ab problem ye he ke na to mera optical mouse kaam kar raha he and na hee keyboard . lekin mery pc per wo old mouse jis me ball hota he wo kaam kar raha he and ek doosra keaboard bhee kaam kar raha he ,ab ye baat samjh me nahen aarahe ke ek keyboard kam kar raha he and doosra keyboard kaam nahen kar raha , jo kam nahen kar raha wo dost ke pc per kaam kar raha he. and optical mouse bhee meney dost ke pc per check kia he dono sahe kaam kartey hen dost ke pc per, mouse and keyboard pin waley hen usb nahen , agr kisi bhai ko maloom he ke kion aesa hota he jabkey dono cheezen sahe hen lekin mery pc per kion kaam nahen kar rahe hen to zaror reply karen . JAZAKALLAH

  2. #2
    aliali14's Avatar
    aliali14 is offline Senior Member+
    Last Online
    1st December 2007 @ 09:56 PM
    Join Date
    25 Oct 2007
    Age
    40
    Posts
    362
    Threads
    4
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    ap ka sistem osa ab suport naheen kar raha ha wasa ap ka ssitemmojha ap kee batoon sa p2 laghta ha ..kya asa hee ha ?agar asaha to os man yah serilmouse(ball)wala hee kam karagah .

  3. #3
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    ap aisa karo jo mouse work kar raha he us ke sath apne pc ko on karo aur key board attach mat karna

    jab win start ho jaye us waqt my computer per right click kar ke us ki properties me jao

    aur wahan se mouse locate kar ke us per right click karo

    aur wahan se use uninstall kar do

    wo ap se pc restart mange ga

    pc restart kar den

    aur usi waqt is mouse ko nikal den aur pc ko without mouse start hone den

    aur is waqt key borad laga den

    jab win start hogi to zahiri bat he ke mouse ke driver nahi honge q ke ap ne mouse attach hi nahi kia hoga aur driver bhi uninstall kar diye hen

    ab key board ke through dubara pc restart karen aur is bar wo mouse jo pehle
    work nahi kar raha tha use attach kar den umeed he ke pc us ke driver pick kar lega aur wo work karne lage ga

    isi tarah key board ke sath bhi karen

    aik aur bat jab ap ne apna mouse aur key board apne friend ke pc ke sath lagaya tha to wahan ye check karlen ke wo driver konse hen

    ager standard hen to no problem

    ager koi aur hen to wohi driver apne key board aur mouse ke sath manually detect karwa len



  4. #4
    daudpaki's Avatar
    daudpaki is offline Advance Member
    Last Online
    30th April 2023 @ 09:19 AM
    Join Date
    04 Oct 2007
    Location
    Lahore
    Age
    42
    Gender
    Male
    Posts
    1,281
    Threads
    59
    Credits
    128
    Thanked
    9

    Default

    may be not sported. kissi dossray ka laga ke check karo

  5. #5
    masoodrisere's Avatar
    masoodrisere is offline Senior Member+
    Last Online
    15th December 2007 @ 12:17 PM
    Join Date
    20 Oct 2007
    Age
    39
    Posts
    65
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Assalam-o-alekum


    well friend kahlee format kurnay say zarooree nahee hoota kay virus remove hoo gaya ga
    aap koo apnee poree harddisk kay partition delete kur kay doobara say bana na hoo gay
    or phir aap ka optical mouse or keyboard donoo work kuray gay

    thanks and
    FEE AMAN-ALLAH


  6. #6
    salman_ahmed is offline Senior Member+
    Last Online
    28th January 2014 @ 09:59 PM
    Join Date
    26 Mar 2007
    Age
    48
    Posts
    135
    Threads
    28
    Credits
    1,000
    Thanked
    0

    Default

    Quote aliali14 said: View Post
    ap ka sistem osa ab suport naheen kar raha ha wasa ap ka ssitemmojha ap kee batoon sa p2 laghta ha ..kya asa hee ha ?agar asaha to os man yah serilmouse(ball)wala hee kam karagah .
    bhai mera system P II nahen he , doosri baat ye ke optical mouse pehley kaam karta thaa ab nahen karta . agr suport nahen karta system to pehley kesey kaam karta thaa . jab se virus problem huwa thaa us key baad optical mouse kaam nahen kar raha. phir bhee thanks

  7. #7
    salman_ahmed is offline Senior Member+
    Last Online
    28th January 2014 @ 09:59 PM
    Join Date
    26 Mar 2007
    Age
    48
    Posts
    135
    Threads
    28
    Credits
    1,000
    Thanked
    0

    Default

    Quote irfan_qureshi said: View Post
    ap aisa karo jo mouse work kar raha he us ke sath apne pc ko on karo aur key board attach mat karna

    jab win start ho jaye us waqt my computer per right click kar ke us ki properties me jao

    aur wahan se mouse locate kar ke us per right click karo

    aur wahan se use uninstall kar do

    wo ap se pc restart mange ga

    pc restart kar den

    aur usi waqt is mouse ko nikal den aur pc ko without mouse start hone den

    aur is waqt key borad laga den

    jab win start hogi to zahiri bat he ke mouse ke driver nahi honge q ke ap ne mouse attach hi nahi kia hoga aur driver bhi uninstall kar diye hen

    ab key board ke through dubara pc restart karen aur is bar wo mouse jo pehle
    work nahi kar raha tha use attach kar den umeed he ke pc us ke driver pick kar lega aur wo work karne lage ga

    isi tarah key board ke sath bhi karen

    aik aur bat jab ap ne apna mouse aur key board apne friend ke pc ke sath lagaya tha to wahan ye check karlen ke wo driver konse hen

    ager standard hen to no problem

    ager koi aur hen to wohi driver apne key board aur mouse ke sath manually detect karwa len
    jee bhai karkey dekhta hon shayed sahe hojae warna computer markeet jana parega , wesey pc use kartey hoee kafi time hogaya he lekin aesa problem pehli bar huwa he . problem hongey to ham sekhengey. aap ka thaks

  8. #8
    salman_ahmed is offline Senior Member+
    Last Online
    28th January 2014 @ 09:59 PM
    Join Date
    26 Mar 2007
    Age
    48
    Posts
    135
    Threads
    28
    Credits
    1,000
    Thanked
    0

    Default

    Quote masoodrisere said: View Post

    well friend kahlee format kurnay say zarooree nahee hoota kay virus remove hoo gaya ga
    aap koo apnee poree harddisk kay partition delete kur kay doobara say bana na hoo gay
    or phir aap ka optical mouse or keyboard donoo work kuray gay

    thanks and
    FEE AMAN-ALLAH

    jee bhai aap kee baat sahe he. lekin me pehley partitions banae they phir format kia hen all drives ko one by one . aap ka bhee thanks

Similar Threads

  1. Replies: 65
    Last Post: 1st April 2015, 01:39 PM
  2. Wireless Keyboard and Mouse Problem
    By sanafaiz in forum Ask an Expert
    Replies: 3
    Last Post: 13th November 2012, 04:07 PM
  3. desktop h55m-ud2h mouse our keyboard problem
    By alkhaleejmobile in forum Ask an Expert
    Replies: 0
    Last Post: 1st October 2012, 02:52 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •