frindx kya koi mujhe bata sakta hai k blog ki jo login id hoti hai ham usko change kar sakte hain mene 1 blog hotmail par banya hai par mein usko new id gmail par karna chata hun kya asa ho sakta hai???

ok tu phir kisi or ka wait karte hain kisi or dost ko pata ho tu batain plz
Nahe bhai wo change nahe hosakti password change ho sakta hai pr id nahe.
ok wait karte hain shaid koi hal ho
Closed for Thread Starter Request..........
Bookmarks