Assalam o alaikum bhai,
bhai plz search option ki settings ko thora sahi karen kyun k aksar dafa jo search krta hun us k eelawa material a jata hai aur agar koi thread banata hun tu wo RB hojata kyun k wo pehle hi shared howa wa hota hai .......ab ap example GOOGLE TRANSLATE ki le lein mujhe sahi pata nhn chal k aya yeh thread bana howa hai ya nhn kyun mujhe nazar nhn aya agar banao aur RB hojaye tu sari mehnat zaya hoti hai plzzzz....shukriya
ALLAH HAFIZ
Bookmarks