Page 6 of 9 FirstFirst ... 3456789 LastLast
Results 61 to 72 of 97

Thread: *******tere Naam******

  1. #61
    ~*Farah*~ is offline Member
    Last Online
    17th July 2009 @ 07:27 PM
    Join Date
    09 Nov 2007
    Posts
    2,127
    Threads
    12
    Thanked: 1

    Default

    nice

  2. #62
    daudpaki's Avatar
    daudpaki is offline Advance Member
    Last Online
    30th April 2023 @ 09:19 AM
    Join Date
    04 Oct 2007
    Location
    Lahore
    Age
    42
    Gender
    Male
    Posts
    1,281
    Threads
    59
    Credits
    128
    Thanked
    9

    Default

    thanks rafah

  3. #63
    daudpaki's Avatar
    daudpaki is offline Advance Member
    Last Online
    30th April 2023 @ 09:19 AM
    Join Date
    04 Oct 2007
    Location
    Lahore
    Age
    42
    Gender
    Male
    Posts
    1,281
    Threads
    59
    Credits
    128
    Thanked
    9

    Default Naat Shareef

    zameen malee nahi hoti zaman maila nahi hota
    mohammad k ghalamo ka kafan maila nahi hota.

    mohabat kamli walay se wo jazba hai sona logo
    yeh jies man main sama jai wo man maila nahi hota.

    mohammad k gholamo ka kafan ........

    gunha choom letay hain sahar shab nami qatray
    nabi ki naat sun lain tu chaman maila nahi hota.

    mohammad k gholamo ka........

    ju namay mustafa chomay nahi dukhti kabi wo ankhain
    pehan lain payar ju onn ka badan maila nahi hota.

    mohmmad k gholamo...........

    nabi ka damnay rehmat pakar lo ay jahan walo
    rahay jab tak yeh hatohon main chalan maila nahi hota.

    mohammad k gholamo ka..........

    main nadaan tu nahi onn par magir yeh dawaa hai
    saniay mostfah parnay say fun maila nahi hota.

    mohammad k gholamo ka kafan maila nahi hota.

  4. #64
    shahzebawan's Avatar
    shahzebawan is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd August 2012 @ 05:56 AM
    Join Date
    13 Aug 2007
    Posts
    446
    Threads
    12
    Credits
    940
    Thanked
    0

    Default

    Quote daudpaki said: View Post
    MUJAY AOR KAHI LAY CHALO, JAHAN RAAT KABHI SOI NA HO

    JAHA SUBHA KISI PE ROI NAHO,JAHAN HIJAR NE WEHSAHT BOI NA HO

    JAHAN KOI CHEEZ KISSI KI KHOI NA HO,JAHAN LOG HO SARAY BEGANAY

    JAHAN SAB K SAB HOON DEEWANAY,JAHAN KOI NA HUM KO PEHCHANAY

    MUJAY KAHI AOR LAY CHALO,JAHAN NAFRAT DIL MIAN BAS NA SAKAY

    JAHAN KOI KISSI KO DASS NA SAKAY,JAHAN KOI KISSI PE HASS NA SAKAY

    MUJAY AOR KAHI LAY CHAO,MUJAY AOR KAHI LAY CHALO

    زبردست

  5. #65
    daudpaki's Avatar
    daudpaki is offline Advance Member
    Last Online
    30th April 2023 @ 09:19 AM
    Join Date
    04 Oct 2007
    Location
    Lahore
    Age
    42
    Gender
    Male
    Posts
    1,281
    Threads
    59
    Credits
    128
    Thanked
    9

    Default

    thanks shahzeb

  6. #66
    daudpaki's Avatar
    daudpaki is offline Advance Member
    Last Online
    30th April 2023 @ 09:19 AM
    Join Date
    04 Oct 2007
    Location
    Lahore
    Age
    42
    Gender
    Male
    Posts
    1,281
    Threads
    59
    Credits
    128
    Thanked
    9

    Default

    MANA WOH TUMHEIN KARTA HAI PYAR BAHUT
    IS GHAM-E-DIL MEIN NAHI AB DENE KO PYAR BAHUT.

    JAB TUNE UN QATIL NIGAAHON SE DEKHA THA MUJHE
    YAAD KAR, IDHAR YEH DIL BHI DHADKA THA BAHUT.

    MANA WOH DE SAKTA HAI TUJHE SAB CHAND SITARE
    PAR IS DIL MEIN BHI TO THE DENE KO ARMAAN BAHUT.

    MANA USNE KIYE KAI RATJAGE TERE KHAYAAL MEIN
    PAR HUM BHI TAMAM SHAB TADPEIN HAIN TERE LIYE BAHUT,

    MANA WOH BE-QARAAR RAHA TUJHE PAANE KE LIYE
    PAR DEKH TERE LIYE ROYEIN HAIN HUM BHI BAHUT.

    HAR DASHT-O-SEHRAN MEIN DAR-O-DEEWAR SE PUCHA
    JAHAAN SE BHI GUJARE HUMNE TERA PATAA PUCHA BAHUT.

    KOI SARHAD-O-MAJHAB ROK NA PAYI DEEWAANE KO
    HAR DAR-E-KHUDA PAR HUMNE NAAK BHI RAGADI BAHUT.

    MANA WOH QURBAAN KAR SAKTA HAI JINDAGI TERE LIYE
    HUMNE TO TERE NAAM KAR DEEN APNI JINDAGIYAN BAHUT.

  7. #67
    daudpaki's Avatar
    daudpaki is offline Advance Member
    Last Online
    30th April 2023 @ 09:19 AM
    Join Date
    04 Oct 2007
    Location
    Lahore
    Age
    42
    Gender
    Male
    Posts
    1,281
    Threads
    59
    Credits
    128
    Thanked
    9

    Default

    This flame
    Dances recklessly within
    Like untamed masalai in the wild
    Refusing sweet surrender to reality
    But potent to the days fantasy
    Where are you my forbidden mystic love
    Do you still feel the warmth this flame emits STILL
    Have you turned your face away
    Not to see the flicker and sparkle this flame holds STILL
    I look out to the horizons of the Solomon sea
    And I realized
    I may have been a little too late
    There before me
    A flame burns on an away island

    Today you say
    Tok idai, life goes on
    Today I say
    I understand life must go on.
    Attached Images Attached Images  

  8. #68
    Uzair143's Avatar
    Uzair143 is offline Senior Member+
    Last Online
    15th February 2016 @ 12:30 PM
    Join Date
    01 May 2006
    Posts
    620
    Threads
    71
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    bout khoob yar
    bouit zaberdast poetry hai
    Removed Not Allowed

  9. #69
    daudpaki's Avatar
    daudpaki is offline Advance Member
    Last Online
    30th April 2023 @ 09:19 AM
    Join Date
    04 Oct 2007
    Location
    Lahore
    Age
    42
    Gender
    Male
    Posts
    1,281
    Threads
    59
    Credits
    128
    Thanked
    9

    Default

    Thanks Uzair
    Attached Images Attached Images  

  10. #70
    daudpaki's Avatar
    daudpaki is offline Advance Member
    Last Online
    30th April 2023 @ 09:19 AM
    Join Date
    04 Oct 2007
    Location
    Lahore
    Age
    42
    Gender
    Male
    Posts
    1,281
    Threads
    59
    Credits
    128
    Thanked
    9

    Default

    us nay mairay seenay pai sir rukh ker pocha ..
    janaa .. apnay jeewan ka wo lumha tu batao mujhko
    jis kai badlay mil saktay hain sub he seetaray
    daryaaon kai saray motti ..
    sawan kee paihlee baraish kai saray qatray ..
    ujlay chand kee sari kirnain ..
    dhartee kai seenay say liptay sub he khazanay ..
    saray mosam sub he duaien
    pholon kee rangeen qabba-ein
    patti patti pernay wali bheenee shabnum ..
    is_may aazum
    us nay mairay seenay pai sir rukh ker pocha
    janaa .. apnay jeewan ka wo lumha tu batao mujhko
    jiskai badlay sub kuch apna , sub kuch sub kuch
    apna sub kuch dai saktay hooo
    mainay us ka matha chomma or bola jub............


    paihlee bar mairay seenay pai tumnay apna sir rukha tha
    Attached Images Attached Images  

  11. #71
    daudpaki's Avatar
    daudpaki is offline Advance Member
    Last Online
    30th April 2023 @ 09:19 AM
    Join Date
    04 Oct 2007
    Location
    Lahore
    Age
    42
    Gender
    Male
    Posts
    1,281
    Threads
    59
    Credits
    128
    Thanked
    9

    Default

    Is raat ki.. Tanhaeeyo ke
    Sab rang badal Gaye hai

    Chand nikla hai waise hi
    Andhere badal Gaye hai

    Jinke bharose thi khusiyan
    Wo badal Gaye hain

    Manzile to abb bhi WO hi hai
    Kuch rastay badal Gaye hain

    Jinpe kiya tha bharosa humne
    Wo dost bicharr Gaye hain

    Dakhe thay kabhi jo humne
    Wo kahwab badal Gaye hain

    Jo banay thay kabhi hamsafar
    Aaj WO hi mukarr Gaye hain

    Ais tutay huye dil kay saray..
    Jazbaat badal Gaye hain

    Na badle kabhi hum
    Na badle hamaray khayalat

    Bas rona hai yahi......
    KUCHH LOG BADAL GAYE HAIN
    Attached Images Attached Images  

  12. #72
    daudpaki's Avatar
    daudpaki is offline Advance Member
    Last Online
    30th April 2023 @ 09:19 AM
    Join Date
    04 Oct 2007
    Location
    Lahore
    Age
    42
    Gender
    Male
    Posts
    1,281
    Threads
    59
    Credits
    128
    Thanked
    9

    Default Dil Ki Dharkno ko Ek Lamha

    Dil ki dharkno ko ek lamha sabir nahi
    said k ab osko meri qadar nahi,
    har safar main kabhi wo mera hamsafar tha
    ab safar tu hai magar wo hamsafar nahi.

Page 6 of 9 FirstFirst ... 3456789 LastLast

Similar Threads

  1. Tere Naam :(
    By usmansadeyes in forum Design Poetry
    Replies: 13
    Last Post: 31st December 2019, 11:09 AM
  2. Tere Naam......
    By DiL Da JaNi in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 9
    Last Post: 5th June 2011, 04:29 PM
  3. Tere Naam
    By ll_zalim_ll in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 6
    Last Post: 22nd May 2010, 01:41 PM
  4. Tere Naam
    By ll_zalim_ll in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 2
    Last Post: 18th September 2009, 06:27 AM
  5. wo tere naam k the
    By Charm in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 4
    Last Post: 15th July 2009, 03:35 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •