Windows 7 main aik masla hay aur woh yeh ke.....
jab hum kisi account se login hote hain to woh screen saver kay saath hi Lock ho jata hay aur agr hum chahain kay aik user kay login hote howe 2nd user switch kar kay login ho jaye to yeh na mumkin hota hay. pehlay walay user ko lazmi logout karna pardta hay warna us ka unsaved work lost ho jata hay. yeh masla win xp main nahi hay. kya koi tareeqa hay kay hum win xp ki tarah win 7 per bhi user switching kar sakain?
main masla welcom screen kay baad hota hay.