yar decco ko koi masla nahi hota uper dost nay sahi btaya hai lasani wo b aik number ur ur jo board ho wo Mehran ka aik number wala laga hua ho ur paint ky b mukhtalif tarikayhain.....lakin shop say bna hua hergiz na lain uss mein sari lakri kharab hoti hai ur larki ko apnay nay ghar mein sharmindgi ka samna kerna perta hai ye log dukan dar chand rupon ke khatir ghar ka ghar ujaaaaaar ker rakh detay hain mein kasm say aysay ghar dekhay hain jin mein isssi funiture ke waja say bohat ziada larai hoi hai kay larki walon nay 2 number dia lakin wo to sahi paysay laga ayy agay say un ko he shetan mil gia bnnaay wala...........
Bookmarks