Aslaam-o-alaikum jee
Main windows vista use kar raha hun or iska apna programm hai windows Mail.Lakin mujhay tareek nahi ataa 1 say zayda Email ids ki setting karna ,matlab main 1 say zayda ids ki emails offline emails checking wagayra k liyay use karna chaahta hun jis k liyay mian nay MS Outlook 2010 install kiya tha.
Ab ismein emails delete nahi hotin error aa jata hai k "Emails items delete folder not found" abb iska kaya hall hai koi bhai bata sakta hai .
Yaan tareeka bata dijiyay k outlook2010 yaan windows mail main kaisay 1 say zayda ids login kar sakat hun emails donwnload ki jaa sakti hain.
Shukriyaa
Bookmarks