Aslaam-o-alikum to all ITDUNYA members
Janab main 1 choti si lakin bohat mushkil or kaam ki baat karna chaahun gaa
SAb doston say 1 request hai k jo bhi,koi software share kartay hain to plzzzz
Us ka link free yaani trial nahi plzz yaan UPLOAD kar k day diyaa karayn Bcoz aap kay softwares to acchat hotay ahin or agar banda wo hasil na kar sakay to dil pay asar parta hai banda yahi sochta reh jaata hai k mian yah siikh na sakaa yaan yah software use karta to accha hota
Or jo dost tutorial likhtay hain
wakaiyay bohat acchay likhtay hain shack kikoi gunjaish nahi
lakin kayaa aap sab dost thori si mazeed mehnat kar k ji bhi tutorial likhtay hain us main sab batayan karayn
yaani jo bhi karna ho saaf saaf yaani kain jagah par dost kah daytay hian is tool say yah chiz banayn sirf itna likha hota hai jis banday ko wo tool nahi pataa wo pehlay us name ka tool dundya phir kuch karay
main nay yah nahi kaha k sab posts aisi hoti hain lakin kuch
plzzzzzzzzzzzz
bhat bohat shukriyaa
Bookmarks