Results 1 to 10 of 10

Thread: ham kis tarah softwares ko apny mobile main install kar sakty hain

  1. #1
    imran khan85's Avatar
    imran khan85 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th October 2015 @ 11:26 AM
    Join Date
    21 Jan 2011
    Gender
    Male
    Posts
    374
    Threads
    26
    Credits
    0
    Thanked
    5

    Default ham kis tarah softwares ko apny mobile main install kar sakty hain

    Asalam_O_Alykum all
    umeed hai ap sab khairiyat sy hongy ya mera 1st thread hai mujy nahi pata yahan kis tarah sy kiya likhna hai bas mujy kuch problems a rahi hain is mobile section main isi hawale sy kuch likh raha hon umeed hai ap logo ko pasand ayega.

    tu dosto main nay aksar ya dekha hai hamary members kisi software kay bary main bohat achi tarah sy samjhaty hain magar jo bat sab sy aham hai wo nahi bata ty jis ki waja sy mujy or muj jesy bohat sy new members ko bohat ziadah masla hota hai misal kay toor par main nay mobile sections main kafi visit kiya bohat zabardast softwares mere dosto nay share kary hain magar kisi nay ya nahi bataya kay ya softwares kis tarah sy download kiya ja sakty hain apny mobile main or konsa software kis mobile ko support karta hai s60 2nd edition kiya chez hai etc. mera kehnay ka maqsad sirf ya hai kay dosto ham direct samjhany ki koshish kar rahy hain magar basic chez kisi member ko share nahi ki ja rahi hain har chez ki ek buniyadi malomat hoti hai or mere jo bhai sharing kar rahy hain wo isi chez main pechy hain sirf software share karna koi kamal nahi hai usi software ko chalany ka or uski basic information hi is forum ka maqsad hai tu mere guzarish hai ap sab bhaion sy jo mujsy senior hain plz is theard par tawaja dain.
    ap sab ki duaon ka talabgar Imran Khan

  2. #2
    -xpert- is offline Member
    Last Online
    3rd October 2011 @ 05:12 PM
    Join Date
    10 Jan 2011
    Location
    Raat ka sanata :(
    Age
    31
    Gender
    Male
    Posts
    2,183
    Threads
    45
    Thanked
    143

    Default

    wa alaikum slam mere piyare dost Imran khan
    jee aap ko bahut short kar ke btana chahooo ga
    sab se pehle tu aap ko ye btata hoo ke agar hum koi file software , move, videos, song, wagaira wagaira ko apne computer se internet par copy karte hai tu ye amal Uploading kehlata hai
    agar hum koi file etc. internet se computer mein copy karte hai tu ye amal Download kehlata hai
    aur internet se hum din mein hazaroo software etc. download karte hai jo ke etna muskil nahi hai aur ye baat tu manne wali hi nahi ke agar koi computer use karta hoo aur ose internet se file download karna na aati hoo
    ye tu hogi downloading!

  3. #3
    -xpert- is offline Member
    Last Online
    3rd October 2011 @ 05:12 PM
    Join Date
    10 Jan 2011
    Location
    Raat ka sanata :(
    Age
    31
    Gender
    Male
    Posts
    2,183
    Threads
    45
    Credits
    0
    Thanked
    143

    Default

    aur ye bahut asan hai downloading karna agar aap ko nahi aata tu mein btata deta hoo maslan mein aik file atech karta hoo ke aap yaha se download kar lein tu zahir baat hai ke aap link par click karein ga tu aap ko file mill jai gi aur download ho kar aap ke system mein aajai gi aur ye ab aage aap par depand karta hai ke aap is ko apne mobile men kaise send karain ge agar aap ke pass data cable hai tu is keliay aap ko data cable use karni pare gi agar blutooth hai tu blutooth use krna pare ga aur agar infrard hai tu wo use karna pare ga
    agar aap mobile se inernet use kar rahe hai tu zahir si baat hai ke wo file direct aap ke mobile mein aajai gi

  4. #4
    -xpert- is offline Member
    Last Online
    3rd October 2011 @ 05:12 PM
    Join Date
    10 Jan 2011
    Location
    Raat ka sanata :(
    Age
    31
    Gender
    Male
    Posts
    2,183
    Threads
    45
    Credits
    0
    Thanked
    143

    Default

    aap kehte hai ke kon si file kis mobile keliay hoti tu jaha se aap file download karte hai waha ye bhi likha hota hai ke ye file kis mobile par challe ge able tu ye hai ke aap ka mobile sysmbian hona chaiay ya phir java

  5. #5
    -xpert- is offline Member
    Last Online
    3rd October 2011 @ 05:12 PM
    Join Date
    10 Jan 2011
    Location
    Raat ka sanata :(
    Age
    31
    Gender
    Male
    Posts
    2,183
    Threads
    45
    Credits
    0
    Thanked
    143

    Default

    maslan aap itd ka hi le le jab aap mobile section men enter hote hai tu waha likha hota hai is section mein kon kon se mobile ki application hai ya softwarre
    ye bhi clear hogya abaate hai ke install kaise karte hai are
    bahi jaise aap compter par software install karte hai aise hi mobile par bhi karte hai ye koi muskil nahi hai aur farq etna hai mobile par pehle aap ko certicate chahiay hota hai aur key joke itd mein bahut si jagho par btaya gya hai ke kaise certicate aur key millti haai agar aap ko is mein koi problim hai ttu aap btain mein aap ko key aur cetificate de deta ho
    jab aap koi bhi software download karte hai tu wo mobile mein aise install nahi hota balke os software ko peehle signin karna hota jo aap ke mobile ka cetificate aur key hota hai os par is keliay bahut se software use hote hai bas aap ne apne software signin kar ke just apne mobile mein open karna hai aur age install ho jai ga agar wo aap ke mobile ko sport na karta ho tu aap ko not sported ka error de ga
    agar aap koi abi bhi koi masla dar paish ho tu aap isi thread mein pooch sakte hai shukria

  6. #6
    AQIB MALIK's Avatar
    AQIB MALIK is offline Senior Member+
    Last Online
    8th September 2015 @ 12:56 AM
    Join Date
    06 Jan 2011
    Location
    MIR PUR KHAS
    Age
    31
    Gender
    Male
    Posts
    127
    Threads
    17
    Credits
    930
    Thanked
    5

    Default

    dear.....
    aap pc suite per ja ker install aplication per ja k aasani se file install ker saktay ho...lekin apka set symbion ho zarori hai.........plzzz try it

  7. #7
    imran khan85's Avatar
    imran khan85 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th October 2015 @ 11:26 AM
    Join Date
    21 Jan 2011
    Gender
    Male
    Posts
    374
    Threads
    26
    Credits
    0
    Thanked
    5

    Default hi

    Quote -xpert- said: View Post
    maslan aap itd ka hi le le jab aap mobile section men enter hote hai tu waha likha hota hai is section mein kon kon se mobile ki application hai ya softwarre
    ye bhi clear hogya abaate hai ke install kaise karte hai are
    bahi jaise aap compter par software install karte hai aise hi mobile par bhi karte hai ye koi muskil nahi hai aur farq etna hai mobile par pehle aap ko certicate chahiay hota hai aur key joke itd mein bahut si jagho par btaya gya hai ke kaise certicate aur key millti haai agar aap ko is mein koi problim hai ttu aap btain mein aap ko key aur cetificate de deta ho
    jab aap koi bhi software download karte hai tu wo mobile mein aise install nahi hota balke os software ko peehle signin karna hota jo aap ke mobile ka cetificate aur key hota hai os par is keliay bahut se software use hote hai bas aap ne apne software signin kar ke just apne mobile mein open karna hai aur age install ho jai ga agar wo aap ke mobile ko sport na karta ho tu aap ko not sported ka error de ga
    agar aap koi abi bhi koi masla dar paish ho tu aap isi thread mein pooch sakte hai shukria
    bohat shukriya ap nay bohat achi tarah sy samjhaya hai lakin main nay kafi software download kary hain lakin jab main apny mobile sy memory card computer par laga kar us main wo downloaded file save kar kay mobile par install karny ki koshish karta hon tu wahan par wo file open hi nahi hoti sirf ek us file ka name likha hota hai setup pata nahi kahan chala jata hai or jab computer main usi file ko dekhta hon tu wahan setup bhi mojod hota hai or file bhi lakin mobile dalo phir wohi sirf name show hota hai or kuch nahi and dosri chez symbns ko kis tarah check kiya jata hai mera mobile nokia 6303 classic hai ab mujy kesy pata chaly ga kay ya kis symbns series ka mobile hai mujy is main wo software dalna tha jis sy ap kisi ko msg bhejo tu wo read tu kar sakta hai magar apka msg us kay mobile main save nahi ho sakta na inbox main na save kiya ja sakta hai jis tarah flash msgs hoty hain magar wo save karny sy save ho jaty hain lakin jis software ki main bat kar raha hon ek bhai nay aisa software isi site par share kiya tha lakin wo mere mobile par nahi chalta same problem ab ap batain kay iska kiya hal hai???

  8. #8
    imran khan85's Avatar
    imran khan85 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th October 2015 @ 11:26 AM
    Join Date
    21 Jan 2011
    Gender
    Male
    Posts
    374
    Threads
    26
    Credits
    0
    Thanked
    5

    Default

    sorry apko late reply kiya becz mujy nahi pata tha kay apny thread ki post ko kahan sy check kiya jata hai aj mujy pata chala tu thread open kar kay apki post read ki hain.
    mujy ek or chez requier thi jesa kay CPLC or mukhtalif ageinces kay pas kuch softwares hoty hain kisi ki call ko trace kiya jata hai ya uski call ki batain suni ja sakti hain is tarah k kisi software kay bary main ap janty hain??
    main nay google par search kiya tha tu ek spy cell kay name sy ek software tha lakin wo tu registered karwana hota hai main nay bohat si movies main dekha hai kay bohat asani sy kisi or call ko apny mobile par suna jata hai kiya is tarah real main hota hai???? hope ap mera question samjh gaye hongy?

  9. #9
    faheem0786 is offline Senior Member+
    Last Online
    5th November 2020 @ 07:51 AM
    Join Date
    05 Mar 2012
    Gender
    Male
    Posts
    105
    Threads
    35
    Credits
    0
    Thanked
    12

    Default

    achi bat likhi ap na. Koi reply aye tu mujh bhe send krna ta k pta chalay k kon sa software download krna ha aur kon sa nahe.

  10. #10
    Join Date
    07 Jan 2011
    Location
    Bruxelles
    Gender
    Male
    Posts
    19,938
    Threads
    1080
    Credits
    172,407
    Thanked
    3333

    Default

    old thread closed

    ایک طرف لمبی لمبی امیدیں
    دوسری طرف کل نفس ذائقۃ الموت

Similar Threads

  1. Replies: 22
    Last Post: 21st October 2014, 07:19 PM
  2. Replies: 14
    Last Post: 14th July 2012, 09:09 AM
  3. NOKIA E7 me symbin anna kesy install ker sakty hain
    By 1heart2pain in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 5
    Last Post: 4th July 2012, 04:42 PM
  4. Kia Hum Apny Wifi Ki Signal Range Barha Sakty Hain????
    By Game_Over in forum Ask an Expert
    Replies: 26
    Last Post: 3rd April 2012, 11:11 AM
  5. net cable main joint kar sakty hain?
    By aghajameelahmed in forum Ask an Expert
    Replies: 12
    Last Post: 16th August 2011, 01:17 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •