hello friends mujhey Ghost banana sekhna hai mere pass 500GB ki hard drive hai tu saab NTFS per hai drive tu main un ka ghost kesy bana sakta ho or kesy run kar sakta ho pls mujhey saab tarika details main bata dain or Window 7 ka ghost kesy bana saktay hai us k baray main bhi bata dey thanks