salam:

aik board hai VIA vt8235 main is ki jaga dusra board lagana chahta hon to aap ye bataye is ki jaga konsa board lag sakta hai q k main cassing change nahi karna chah raha to koi acha baord bataye ta k main asani se laga sakun aur fast bhi ho