mere pass dell optiplex gx620 h. jb main apne p.c per u.s.b se windows install karne lagta hn to nae hoti. Windows ki pehli file to copy ho jati hain lekin jab "partition aur format" wala setup shourou hone lagta hain to us se pehle ek blue screen aa jati h aur us pe likha hota h k "plz remove any newly installed hardware and check ur computer for viruses.......". jab main ne apne cousin k p.c pe try kiya(woh bhi dell ka hai) to us pe bhi same problem ata h but jab main ne apne ek dost k p.c pe try kiya to us per usi u.s.b se windows completely install ho gae, us k p.c "R.M" ka h....
ab main apne p.c pe windows install karna chahta hon agar kisi dost ko khuch pta ho to plz help me. main ne net pe kafi search ki hai lekin koi faida nae hoa. agar ksi ko bhi pta ho to plz tell me.....