Doston Is software ke zariye aap aik wireless access point bana saktey hain aur apne GPRS,EDGE aur 3G internet ko share kar saktey hain . 3G tu abhi tak pak main aya nhi is ke ilawa agar aap ka internet package ho ya aap ka koi free gprs ho aur chahtey hain ke usey kisi aur wifi ya laptop pe share karain tu aap ba asani kar saktey hain aur is connection ko password protected bhi bana saktey hain .tu apne doston ko heran kijye aur apni jaib main wifi hotspot le kar ghoomain
ye sirf wifi enabled mobiles main kaam karta hai
Bookmarks