main window XP use karta hoon. main ms word per bohat sara data Continiue copy paste kiya hai maslan koi data urdu main hai ya koi roman english ya xyz ab yeh word page bohat bada hogaya or har data per title bhi diya.
Aap Expert se guzarish is ms word file ko book ke tour per bana sakte hain? our is ki heading title ke saat ho matlab jis title per main click karta hoon to wahi open hona chahiye. ya koi our tareeqa hai to batain please.
Bookmarks