Dosto sab kese ho,,,Mere Computer ki Bios Setting main Masla aa gaya hai,,,Mere pass P3 Computer hai 733Mhz per pata nhi us ki bios setting ko kisi ne khrab kar dia hai, jo ab 367Mhz show karta hai ,,main ne Default bi settings ki hai per fir bi theek nhi ho raha plz koi mujh bataa sakta hai k yeh kaha se theek karu ,,,ab to computer bhat he slow ho gaya hai ,,main ne Procssor bi check kia hai woh theek hai ,or woh 733Mhz wala he laga huwa hai,,,
Mera Computer ka Motherboard Intel ka Hai,,,Jab is Ko On karta hn to Energy side Per Likha Ata hai,,,i hope aap ko pata chal jaye ga k is ki Bios setting kese theek karte hain,,plzzzzzzz koi Help Kar de ,,Mujh Intezzar rahe ga aap sab k reply ka,,

ALLAH HAFIZ