Aslam-o-alikum dosto Ameed karta hon Sub Allah ke karam se theek tak hon gey .
muje ak thread nhi mil raha hai os pe mein ne ye pocha tha ke mobile ka software pc pe chal jay to itd walao ne muje software diya tha lekin muje nhi mil raha hai search pe kiya hai nhi mila ager kisi ko pta hai to bata de. shukriya
Bookmarks