salam friends,,
main jab inpage se file ko adobe mein le kar aata houn tu wo file adobe mein mera jo backround hota hai us se kafi choti hoti hai jis ki waja se phir muje ctrl t daba kar text ko bara karna parta hai..main shift daba kar bi rakhta houn lekin phir bi text kharab ho jata hai..iska koi acha sa hal please muje battaye ga..main ne inpage mein bi file size bara rakha lekin kuch faida ni hua,,,

doosrra kaya main inpage mein aur fonts download kar sakta houn agar haan tu kaise,,,aur nahi tu q nahi,,,,
please replay lazmi kijiye..