Salam dear frends hope u all r fyn nd doing well. mera 1 question hai wo ye hai ke c++ main hum jo bhi program likhte hai for example:


#include<iostream.h>
#include<conio.h>
void main()
{
int a,b,c;
a=1;
b=1;
c=a+b;
cout<<c;
getch();
}

jub hum ye run karte hai to hume black screen main sub kuch nazar a raha hota hai. basically mare 2 questions hai 1 ye keh isi color sahi calculator main kis tarha rakha jata hai nd dosra ye ke software engineer ka kaam sirf program likhna hota hai ya ise foreground dena bhi programmer ka kaam hota hai? tnx.