Bahi meny Dreamweaver mein CSS style mein se aik style choose kar k web page banya ha .... lakein problem ye ha k meny page pai jo settings ki hain apni marzi ki wo srf firfox pai theek kam kar rhi hain baki IE or Google Chrome pai sara desingh style sab kuch khrab ho jata ha disorder ho jata ha .... Es ka koi solution batyen k site ko har explorer theek tarhan se support or open karai ....
bahi ye pori site ha es link se download kar lein .... es mein jo Main.php ya Main.html ki file ha wo home page ha ok ...

http://www.2shared.com/file/tRSvSOYk/All_Site.html

kindly mujeh es ka solution bhi batyein kiyon k mein ab web pai kafi karna cahata hon bht kuch seekh raha hon ...to mujeh koi aisa tareeqa batyen k mein jab bhi site banao to os mein aisa kiya karna ho ga jis se wo har explorer ko theek se support karai