Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 14

Thread: main lafzon mai kuch

  1. #1
    captan_mimran is offline Senior Member+
    Last Online
    24th March 2007 @ 01:58 PM
    Join Date
    08 Apr 2006
    Posts
    180
    Threads
    36
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default main lafzon mai kuch

    Bin bulaaye meri zindagi mein,
    aise kyon aa gaye ho.

    Tujh mein koi khaas baat bhi nahi,
    Phir bhi aise kyon bhaa gaye ho.

    Duniya meri wiraan to nahi thi,
    Iss ko aa kar aise kyon sajaa gaye ho.

    Khushi ka izhaar maine kiya hi nahi,
    Ankhon mein dekh kar,
    Aise kyon muskuraa gaye ho.

    Umeed nahi jiss sadaa ki mujhko,
    Mujhe sadaa aisi kyon sunaa gaye ho.

    Khilti bahaar mein khizaa ki umeed nahi,
    Phir barsaat ki taraah aise kyon chaa gaye ho.

    Hasil hai mujhko zamaane ki daulatein,
    Mohabbat ki daulat aise kyon lutaa gaye go.

    Na akelepan ki shiqayat, naa hi tanhai ka ilm,
    Phir meri rooh mein aise kyon samaa gaye ho.

    Jo kasme waade koi uthaata nahi hai,
    Wohi kasme waade aise kyon nibhaa gaye ho.

    Anjaan ho tum mujhse, yeh maine maana hai,
    Ek jhalak mein aise kyon apnaa gaye ho.

    Bin bulaaye meri zindagi mein,
    Aise kyon aa gaye ho.

  2. #2
    captan_mimran is offline Senior Member+
    Last Online
    24th March 2007 @ 01:58 PM
    Join Date
    08 Apr 2006
    Posts
    180
    Threads
    36
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Post Ye saans tere naam ker chuka hon

    Ye saans tere naam ker chuka hon
    ehsas tere naam ker chuka hoon


    jazbaat tere naam kar chuka hoon
    lamhaat tere naam kar chuka hoon


    ye jaan tere naam kar chuka hoon
    ghazlon ka unwaan tere naam ker chuka hoon


    subha-o-sham tere naam ker chuka hoon
    apna ye naam tere naam ker chuka hoon


    ye yadain tere naam ker chuka hoon
    ye ankhain tere naam ker chuka hoon


    sapne tere naam ker chukha hoon
    iss sab kuch k baad tum mujhe bhool too na jaoo gi


    gar aisa hua too meri yadoon main mujhe bohat rulaoo gi
    khojta phiron ga tum ko ghazlon k alfazon main...


    meri ankhon main ansoo ban ker chalak jao gi
    dhondon ga tum ko samandar k kinare


    shayad kisi kone main chupti nazar aao gi
    teri har rah guzar se guzron ga khojon ga


    shayad wahan se guzarti nazar aao gi
    roo roo ker dekhon ga tanhai main zar-o-qitaar


    k shayad tum aa ker mujh ko chup karwao gi
    hanson ga paglon ki terhan main


    k shayad meri hansi main hansti nazar aao gi
    main soo jaon ga bina kisi alarm k


    k shayad subha tum mujh ko uthane aao gi
    gar ab bhi jo na tum ko paon ga


    tu mar kar jannat main chala jaon ga
    wahan tanha kisi kone main beeth ker


    tere naam ki sadaain lagaon ga
    meri jaan tum se itna pyar karta hoon


    main tu mar kar bhi tumhain chahon ga
    kyun k ye sansain tere naam ker chukka hoon

  3. #3
    captan_mimran is offline Senior Member+
    Last Online
    24th March 2007 @ 01:58 PM
    Join Date
    08 Apr 2006
    Posts
    180
    Threads
    36
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    salam all

  4. #4
    captan_mimran is offline Senior Member+
    Last Online
    24th March 2007 @ 01:58 PM
    Join Date
    08 Apr 2006
    Posts
    180
    Threads
    36
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default main lafzon mai kuch

    YEH LAFZ AHMIAT RAKHTAY HIAN

    KABHI YEH ROH KO

    QATAL KARDETAY HIAN

    AUR KABHI

    YEH ROH KO JHULSADAITAY HIAN

    LEKIN YEH LAFZ HI HAIN

    JO KWAHISHON K TAPTAY HUAY SEHRA MAIN

    JEWAN K PHOOL KHILA DAITAY HIAN

    AIK HARAY HUAY INSAAN KO

    JEEWAN KI NAVEED SUNADAITAY HIAN

    KABHI YEH SATH CHOR DAITAY HIAN

    KABHI YEH SATH CHURWA DAITAY HIAN

    KABHI IN K ZARIAY NAFRAT

    DOOSRON K DILON MIAN UTER JATI HAI

    JO ROH KI GEHRAION KO BHI

    ZEHER ZEHER KAR JATI HAI

    LAFZON KI WAJA SAY YEH ZINDAGI

    BAY MANI HO K REHJATI HAI

    AUR KABHI IN LAFZON KI WAJA SAY YEH ZINDAGI

    JANAT BHI BAN JATI HAI

    KITNI TAQAT HAI IN LAFZON MIAN

    K ZINDAGI BADAL JATI HAI

    YEH LAFZ HI HAIN JO LOGON K

    DILON KO BHI PIGHLADAITAY HIAN

    YEH LAFZ HI HAIN JO JISM K SATH

    ROH KO BHI JHULSADAITAY HAIN

    YEH LAFZ AHMIAT RAKHTAY HIAN

    YEH LAFZ AHMIAT RAKHTAY HAIN

  5. #5
    captan_mimran is offline Senior Member+
    Last Online
    24th March 2007 @ 01:58 PM
    Join Date
    08 Apr 2006
    Posts
    180
    Threads
    36
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default main lafzon mai kuch

    main lafzon mai kuch bhi izhar nahi karta
    iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta

    chahata hoon main tujhe aaj bhi par
    teri soch mei apna waqt bekar nahi karta

    chahata hoon main tujhe aaj bhi par
    teri soch mei apna waqt bekar nahi karta

    tamasha naa ban jaaye kahi mohabbat meri
    isi liye apne dard ko namoodaar nahi karta

    jo kuch mila hai usi mei khush hoon main
    tere liye khuda se taqraar nahi karta

    par kuch tou baat hai teri fitrat mein zalim
    warna Mein tujhe chahne ki khtaa bar bar nahi karta
    ***************************************

  6. #6
    Join Date
    09 Nov 2005
    Location
    @itdunya.com
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    20,633
    Threads
    1118
    Credits
    28,335
    Thanked
    4779

    Default

    Great sharing janab...........
    App koshish karee kay apnee poetry koo aik hee thread main share kare.....har gazal kay leye alag thread na banaye..........iss say app koo beee aasaanee hoge aur hame bee.........umeed hay app samaj gayee hongee..

    App ka bai.

    Afridi

    Click Here to View All My Important Threads (Afridi)

    وتُعِزُّ مَنْ تَشَاءُ وَتُذِلُّ مَنْ تَشَاءُ
    اور تو جسے چاہے عزت دے اور جسے چاہے ذلت دے۔
    Pakistan Zindabad


  7. #7
    captan_mimran is offline Senior Member+
    Last Online
    24th March 2007 @ 01:58 PM
    Join Date
    08 Apr 2006
    Posts
    180
    Threads
    36
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    shukria afridi bhai main samajh gia hon

  8. #8
    Terminator's Avatar
    Terminator is offline Senior Member+
    Last Online
    14th February 2017 @ 09:13 AM
    Join Date
    17 Dec 2005
    Location
    PAKISTAN
    Age
    40
    Posts
    6,183
    Threads
    319
    Credits
    904
    Thanked
    8

    Default

    Nice Sharing >.................Keep It Up.>>

  9. #9
    jaankaash's Avatar
    jaankaash is offline Senior Member+
    Last Online
    26th May 2022 @ 10:24 AM
    Join Date
    18 Nov 2005
    Location
    Karachi
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    2,139
    Threads
    117
    Credits
    1,384
    Thanked
    5

    Default

    ncie sharing brother...PER URDU mein likhtay tu aur be achi lagti
    Email address + MFA web link not allowed...ITD Team

  10. #10
    Join Date
    12 Dec 2005
    Location
    it dunya
    Posts
    642
    Threads
    78
    Thanked
    29

    Default

    nice ager urdu main hoti to aor achi lagti but nice

  11. #11
    captan_mimran is offline Senior Member+
    Last Online
    24th March 2007 @ 01:58 PM
    Join Date
    08 Apr 2006
    Posts
    180
    Threads
    36
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    thanks bhai

  12. #12
    Join Date
    08 Jun 2006
    Location
    AlKaMoNyA
    Posts
    20,923
    Threads
    1112
    Credits
    846
    Thanked
    12

    Default

    nice sharing

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Kuch Apnay Or Kuch IT k baray main:p
    By zeshan_umar_ali in forum Introduction
    Replies: 33
    Last Post: 12th August 2012, 05:10 PM
  2. Replies: 11
    Last Post: 4th February 2011, 12:00 AM
  3. !*!*~lafzon ki tarhan mujh ko kitabo main mila kar~*!*!
    By Aasi_786 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 21
    Last Post: 6th February 2010, 02:38 PM
  4. Sub Ko Maira Sallam I M Nazia Main It Dunya Main New Ho Mjay Ap Say Kuch Pochna Hai
    By nazia_ali94 in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 12
    Last Post: 29th August 2009, 03:02 AM
  5. winxp main guest account ke bare main kuch info chaheye
    By yayah salman in forum Ask an Expert
    Replies: 6
    Last Post: 2nd August 2008, 03:12 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •