Assalamoalaikom.
Mere Pc main ye masla hai jab main Win xp instal karta hun,tu jab Partiton C remove hune k baad jab jab Pc win xp CD se data copy kar raha huta hai,tu us main se 30% files miss kardeta hai,yani wo bar bar kuch files ku escap se ignore karne ku bolta hai.magar jab ignore karta hun,tu win xp instal nahi huti....aur gar hu bhi jai tu us main kafi files na hune ki wajah se win xp sahi kaam nahi karti...main ne hardisc,ram bhi change kiya magar pir bhi faraq nahi huwa,yaha tak k data cabale bhi change kiya...kiya karo??????kiya masla hu sakta hai...
Bookmarks