Results 1 to 11 of 11

Thread: It's A Very Important Topic

  1. #1
    asifyameen's Avatar
    asifyameen is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd October 2009 @ 09:17 PM
    Join Date
    13 Feb 2006
    Posts
    312
    Threads
    108
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default It's A Very Important Topic

    I got from Mr. Deeni. He wrote very nice topic.
    allah usse aur deen ki samajh ata kare ameeen aur hum ko amal ki ameen summa ameen
    Attached Images Attached Images      
    Last edited by shikary; 23rd April 2006 at 05:22 PM.
    "O you who believe! Be patient, and excel in patience, and remain steadfast and fear Allah, that you may be successful." [3:200)
    Allaah Subhana Wa Taala say dua hay k hamain haqq Waalay Rastay (SIRAAT-E-MUSTAQEEM) per chalnay ki tufeeq ata Farmai. Ameeeeen

  2. #2
    asifyameen's Avatar
    asifyameen is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd October 2009 @ 09:17 PM
    Join Date
    13 Feb 2006
    Posts
    312
    Threads
    108
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default It's A Very Imporatant Topic

    Taqleed
    Attached Images Attached Images      

  3. #3
    asifyameen's Avatar
    asifyameen is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd October 2009 @ 09:17 PM
    Join Date
    13 Feb 2006
    Posts
    312
    Threads
    108
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default It's A Very Imporatant Topic

    Today I Share A Very Important Topic Kindly Read Carefully.
    Allah Amal Ki Tufeeq De Ameen
    Attached Images Attached Images      

  4. #4
    asifyameen's Avatar
    asifyameen is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd October 2009 @ 09:17 PM
    Join Date
    13 Feb 2006
    Posts
    312
    Threads
    108
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default It's A Very Imporatant Sharing

    Taqleeed Per Allah Perh Kar Amal Ki Tufeeq De Ameen,
    Attached Images Attached Images   

  5. #5
    asifyameen's Avatar
    asifyameen is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd October 2009 @ 09:17 PM
    Join Date
    13 Feb 2006
    Posts
    312
    Threads
    108
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Arrow Taqleed Ki Haqiqat

    Mere Jo Musalman Bhai Is Bidaat Me Mulavis Hai Allah Unh Ko Hidayat Ata Kare, Ameen
    Attached Images Attached Images     

  6. #6
    jaankaash's Avatar
    jaankaash is offline Senior Member+
    Last Online
    26th May 2022 @ 10:24 AM
    Join Date
    18 Nov 2005
    Location
    Karachi
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    2,139
    Threads
    117
    Credits
    1,384
    Thanked
    5

    Default

    nice sharing
    Email address + MFA web link not allowed...ITD Team

  7. #7
    NINJA_SHOW's Avatar
    NINJA_SHOW is offline Senior Member+
    Last Online
    28th March 2010 @ 06:47 PM
    Join Date
    18 Jan 2006
    Posts
    332
    Threads
    12
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Assalamaulikum
    Mashallah very nice sharing bhai ..
    I got that some months ago ..
    Jazakallah kher .. May be Shakir bhai would give some more nice comments on it
    alla h hafz

  8. #8
    Terminator's Avatar
    Terminator is offline Senior Member+
    Last Online
    14th February 2017 @ 09:13 AM
    Join Date
    17 Dec 2005
    Location
    PAKISTAN
    Age
    40
    Posts
    6,183
    Threads
    319
    Credits
    904
    Thanked
    8

    Default

    Walikom O Salam
    Bahi Boht Acha Aur Maloomaty Thread Leka Hay.Allha App Ko Jayzayi Hair Dee.
    Bahi Mazhab Per Taqleed Kerna Ye Boht Bora Kam Hay.Or Charoo Mazhaboo Kay Jo Tareeqain Hay. Ye Hazart Muhammad (SAW) Nay Keyin Hay.
    Mazhab Seraf Ek Hee Hay ISLAM.
    Or En Charoo Mazhaboo Kay Baghir Hadees Ka Taqleed Kerna.Acha Nehi Hay.
    App Nay Jo Leka Hay May To Etna Nehi Janta Muger May Kessey Alim Say Bath Kar Kay App Ko Per Replay Keronga.
    W/Salam


  9. #9
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Arrow

    Main samajhta hoon k TAQLEED k topic par yah aik bahtareen tahreer hay. Asal main hamaray yahan logo ko deen say itnee dilchaspee nahee hay, Warna yah to asaan see samajh main anay walee baat hay k Allah k Rasool Sallallaho Alaihe Wasallam nay hamain 4 rastay nahee sikhay. Jo log kahtay hain k 4 imamo main say jiss kee pairwee kee jay, nijaat hay. Woh log bohat baree gumrahee main hain, kio k SIRAT-e-MUSTAQEEM to sirf aik hay, char naheee....

    Deen Sirf Quran aur Sahee Ahadees main mahfooz kia gaya hay aur iss main koi ikhtilaaf nahee hay. Laiken imamo ki fiqqa main bohat ikhtilaaf hay. Aur phir fiqaa ka muqaam to yahaan tak buland kar dia gaya hay k fiqqa k baray main kaha gaya hay...

    1. Fiqah ko seekhna Quran ko seekhnay say bahtar hay......[Fatawa Qazi Khan Volume 4, Page 794]

    2. Hadees ko seekhna MUFLISO (yanee ghareebo) ka kaam hay. [Fatawa Alamgeereee Volume 5, Page 377]

    Aur yah books k jo main nay reference diay hain ya fiqa hanfee kee chotee kee books hain. Agar aap k paas ghar main koi nimaz ki kitab hay to uss main kahee na kahee aap ko Fatawa Qazi Khan aur Fatawa Alamgeere ka hawala mill jay gaa.

    Aisa maslak kaisay sahee ho sakta hay jo Quran ki ahmiat ko Fiqa ki ahmiat say kamm batay. Aur Hadees seekhna mufliso ka kaam qarar day.

    Issi tarah Fiqa hanfi ki kuch aur books main kuch aur USOOL bayan kiay gay hain, jinn main say do to ooper attachment main asifyameen brother nay bayan kar diay hain, inn ko main share kar raha hoon.

    1. Har wo ayat jo hamaray Fuqaha k qol k khilaf hogee uss kee taweel (yani koi doosray meanings daina) kee jay gee ya uss ko mansookh samjha jay gaa. [Usool-e-Karkhee Page 14]

    2. Har wo hadees jo hamaray Fuqaha k qol k khilaf hogee uss kee taweel (yani koi doosray meanings daina) kee jay gee ya uss ko mansookh samjha jay gaa. [Usool-e-Karkhee Page 14]

    3. Ghair Faqeeh sahabee kee hadees jab qayas (yani aqal) k khilaaf hogee to uss ko chor dia jay gaa aur qayas par amall kia jay gaa. [Noorul Anwaar Page 83, Hassami Page 75]

    4. Rawi -e- Hadees ka amall jab Hadees k khilaf hoga to hadees ko chor dia jay gaa aur rawee k amall ko lia jay gaa. [Hassami Page 74]

    5. Jiss hadees par Mujtahid nay amal na kia hoga uss hadees ko bhee chor dia jay gaa. [Alfazzal Almohibi Page 27]

    Niyyat ka haal Allah janta hay, Mera maqsad kisi bhai ki dil-azaari karna har gizz nahee. Balkay haqq baat paish karna hay. Ooper diay hoay ussoolo ko baar bar parhain, chahain to kisi aalim say jaa kar pooch lain k inn books main waqi yah sab likha hay ya nahee. Aur phir Allah ka darr hay to toba karain aisay maslak say jiss main yah sab batain usool k tor par bayan ki gaee hoon......

    Haq ko talash karnay walay k liay to aik chotee see bat bhee bohaat hay aur MUTASSIB shakhs k liay poora daftar likhna bhee baikaar hay.

    Allah say doa hay k hamain haqq walay rastay (SIRAT-e-MUSTAQEEM) par chalnay ki tofeeq ata farmay. Ameen

    edited

  10. #10
    taz_zia's Avatar
    taz_zia is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd June 2018 @ 10:29 PM
    Join Date
    29 Mar 2006
    Location
    K_A_M_A_L_I_A
    Posts
    85
    Threads
    3
    Credits
    1,058
    Thanked
    0

    Default

    Dear brothers Assalam-u-Alikum

    nice sharing
    magar yaar Imam koi bhi galat nahi tha baad mein aanay waley log apni aasani keliey uss mein tabdeelian kar lete hain
    magar yeh baat to aap ko maanini parray gi k ke chaaron fiqah sahih hain
    aor kuch had tak in per amal bhi karna parray ga kionke Nabi Paak (Sallah ho Alehi Wassalam) se hamain taalimaat indirectly mili hain
    Chaaron Aima hazraat ne koi baat galat nahi likhi yeh sab to baad walay logon ki galat biyaninian hain.............................yeh sab Intiha Pasand log hotay hain jo Imam Abbu Hanifa ko hi sab kuch maan letey hain......
    Galati insaan ko wirasat mein mili hai......................
    Iss liye siwaey Anmbia Karaam ke kisi bhi insaan ki baat 100% sahih nahi ho sakti
    MUHAMMAD (PBUH)

    The Prophet of Peace

  11. #11
    NINJA_SHOW's Avatar
    NINJA_SHOW is offline Senior Member+
    Last Online
    28th March 2010 @ 06:47 PM
    Join Date
    18 Jan 2006
    Posts
    332
    Threads
    12
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Assalamualikum !!!
    Nabi(SAW) ne kabhi yeh nahin ka ha k kissi ke tareeqay par Amal karo gay to theeq rastay par hogay .. balkay several tymes Quran main aur Hadth main bhi aaya k Sahee rasta sirf ik aur rasool(SAW) aur Allah ka hay ..unhon ne kabhi yeh nahin kaha k mere baad 4 imam aayengay aur wo theek hongay un ko manna theek h oga ..

    ab jo log sirf un ko theek maan kar un kee Fiqa par amal shruu kardetay hain to kia kaha jaye un ke bare main .. Anyways .. Asif bhai ne bohat zabardast sharing kee hay
    Aur shakir bhai ne bhi bilkul mere Tawaqau ke mutabiq jawab dia
    Jazakallah kher

Similar Threads

  1. Topic of love topic of you
    By awara_panche in forum English IT Zone
    Replies: 12
    Last Post: 7th May 2014, 02:10 PM
  2. Replies: 73
    Last Post: 21st July 2011, 08:09 PM
  3. Replies: 34
    Last Post: 13th July 2011, 11:36 PM
  4. Replies: 8
    Last Post: 21st March 2007, 05:55 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •