Assalam O Likum all of member of it duya.
Mujay meray ak dost na kush paper scan kar k mail ke ha lkn wo ma na open kiay to clear nazar nahi a rahy jb prient niklata hoon to.
ma chata hoon k on ka wazaya print nazar ay.
agar kisi ko pata ha k ya corel ya adope k zararay ya kisi or tara ho sakta ha to plz mujay detail sa samja do.
Bookmarks