Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 18

Thread: Ak swal sab k liye

  1. #1
    amjoo's Avatar
    amjoo is offline Senior Member+
    Last Online
    30th October 2023 @ 07:38 AM
    Join Date
    07 Jun 2010
    Location
    Bhakkar
    Gender
    Male
    Posts
    294
    Threads
    26
    Credits
    0
    Thanked
    10

    Default Ak swal sab k liye

    Ye batayen k jo hamaray pc ki hard disk hoti hai jab is ko format kartay hain to format data kahan jata hai
    sochoo
    ak cheez band hai dibay main h agar usay khatam karo to wo phir bhi nazar ati hai
    hard disk ka khatam kia hova data kahan jata hai
    kitni baar format kartay ho but jab recovar kartay ho phir ajata hai
    ye kahan hota hai
    koi bata sakta hai to bataoo
    its chalnge

  2. #2
    IT.BOY's Avatar
    IT.BOY is offline Senior Member
    Last Online
    17th November 2017 @ 12:13 PM
    Join Date
    26 Dec 2007
    Location
    *MAA KI AGOOSH*
    Gender
    Male
    Posts
    28,374
    Threads
    651
    Credits
    998
    Thanked
    3079

    Default

    السلام وعلیکم
    محترم یہ سوال میں نے چیلنج دیکھ کر نہیں بس اپنی معلومات شئیر کرنے کے لیے پڑھا تھا۔
    مگر اب جواب اس لیے دے رہا ہوں کہ شاید کسی کو اچھا لگے۔

    دیکھیں محترم
    مثال کے طور پر آپ ایک کاغذ پر پین سے کچھ لکھیں تو آپ جب اُس کاغذ کو پلٹ کر دیکھیں گے تو ایک چیز نوٹ کریئے گا۔کہ اُس کے اوپر پین کے ابھرئے ہوئے الفاظ ملے گے۔
    اگر کچھ دیر کے لیے فرض کر لیں اُس کی سیاہی مٹا دی جائے اور جب ہم اُس کاغذ کو غور سے دیکھیں تو وہ الفاظ ہمیں اُبھرئے ہوئے نظر ضرورآئیں گے۔
    بس اس بات کو سمجھانے کے لیے ہی ہارڈ ڈسک کی بات سمجھ آئے گی۔
    اب آتے ہیں ہارڈ ڈسک کی طرف ہم ہارڈ ڈسک کا ڈیٹا جب فارمیٹ کر دیتے ہیں تو وہ ڈیٹا رہتا ہارڈ ڈسک میں بس شو نہیں ہوتا ۔
    اگر کوئی ڈیٹا ریکوری سافٹوئیر چلاتے ہیں تو وہ شو ہو جاتے ہیں۔
    وہ کیسے شو ہوتا ہے۔
    اس کو بھی سمجھ لیں۔
    جیسے کے اُوپر ایک پین لکھنے کے بعد اُس کی سیاہی صرف مٹائی تھی مگر وہ الفاظ اُبھرے ہوئے شو ہوتے ہیں جب اُس الفاظ پر ہم سیاہی دوبارہ بھر دیں تو وہ الفاظ ہمیں شو ہو جائیں گے۔
    بلکل اس طرح ڈیٹاریکوری سافٹوئیر ڈیٹا پر ایک طرح سے سیاہی کا کام کرتا ہے جس سے ڈیٹا شو ہو جاتا ہے۔
    اُمید ہے آپ کی سمجھ آ گئی ہو گی۔
    مثال فرضی دی گئی تھی۔
    شکریہ
    [FONT="Jameel Noori Nastaleeq"][CENTER][COLOR="Blue"][SIZE="5"][B]Coming Soon...:)[/B][/SIZE][/COLOR][/CENTER][/FONT]

  3. #3
    Yasin Khan's Avatar
    Yasin Khan is offline Senior Member
    Last Online
    22nd November 2017 @ 09:42 PM
    Join Date
    25 Dec 2008
    Location
    Rawalpindi
    Age
    46
    Gender
    Male
    Posts
    874
    Threads
    44
    Credits
    84
    Thanked
    93

    Default

    Bohat Acha Samjhaya

  4. #4
    koki pehalwan's Avatar
    koki pehalwan is offline Senior Member+
    Last Online
    31st July 2015 @ 08:19 AM
    Join Date
    25 Oct 2009
    Age
    32
    Posts
    1,089
    Threads
    83
    Credits
    935
    Thanked
    102

    Default

    Aur janab aap is ko is trha b samaj saktay hain k
    jab aap koi b partition banatay hain
    to 8mb ki memory khudbahud alehda say ban jatti hai
    jo is trha k data ko save karnay k liya hoti hai is ki muddat 30 days tak hoti hai isk baad aap beshak recovery karain data nahi asakta.....
    bas jo data ham delete kartay hain un ka backup is memory main save ho jata hai...
    aur koi maloomat???

  5. #5
    MindHunter's Avatar
    MindHunter is offline Advance Member
    Last Online
    2nd February 2021 @ 02:52 PM
    Join Date
    09 Jun 2007
    Gender
    Male
    Posts
    767
    Threads
    78
    Credits
    200
    Thanked
    39

    Default

    very classic answer
    External Site Link Not Allowed In Signature(ALi.HaiDEr)

  6. #6
    amjoo's Avatar
    amjoo is offline Senior Member+
    Last Online
    30th October 2023 @ 07:38 AM
    Join Date
    07 Jun 2010
    Location
    Bhakkar
    Gender
    Male
    Posts
    294
    Threads
    26
    Credits
    0
    Thanked
    10

    Default

    v good brothers
    thnx
    but ye batao k wo jaga konsi hoti hai jis main ye jata hai kuch time k liye save rehta hai
    ap logon ne buhat acha ans diya hai but sochnay ki baat to hai na ak disk main 700 mb data ata hai but us se ziyada dalnay ki koshish karo to wo nahi jata us main phir delete ya remove ho kar kesay ajata hai is main

  7. #7
    hafeezjeehafeez's Avatar
    hafeezjeehafeez is offline Advance Member
    Last Online
    13th March 2022 @ 12:34 PM
    Join Date
    24 Jul 2009
    Location
    WAH CANTT
    Age
    37
    Gender
    Male
    Posts
    846
    Threads
    52
    Credits
    1,280
    Thanked
    26

    Default

    Bohat khoob
    $ I LOVE IT $

  8. #8
    FAIQFAIQ's Avatar
    FAIQFAIQ is offline Junior Member
    Last Online
    5th October 2012 @ 02:30 PM
    Join Date
    20 Aug 2011
    Gender
    Male
    Posts
    21
    Threads
    3
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Bhai jaan aap sab logon ko kuch nahi pta sab apni apni ghalat maloomaat share kar rahe hain...sab se pehli baat agar 40 GB ki hard disk hay to PC apko kuch kam show kar raha hota hay wo window ko chalaney k liye use hoti hay space or kuch Partition k baad kuch MB kam ho jaatey hain..or wo partition k creating procedure k liye hota hay...ab aap deikhye k agar aap ki Hard disk poori data se full ho gai hay to aap ne osko Format kar diya poori Hard drive ko to wo aap ko wahi 40 Gb se kuch kam space dikhaye ga..ab agar ap kehtey hain k Data Recovery se sara data wapis aasakta hay to ye JHOOT or pagal pan hay..ap khud deikheyin k takreebun 39 GB ka data aap ne FORMAT kar diya to wo kahan gaya aap k kehney k mutabik wo os MB ki space mein save ho gaya jo partition banaey k baad Separed hogaya tha...ap khud sochye k 39-Gegabytes Megabytes mein kese sama saktey hain ye na mumkin hay fill haal special Hard disk mein…..ye yaad rakhye k jo aap log keh rahey hain ye mein oska Prove de raha hoon aap logon mein se kuch ye kahein ge k Science bohat tarakki kar rahi hay aisa mumkin hay lekin jo baat yaha ho rahi hay wo alag baat hay alag Procedure hay is baat ko samjhiye ga...

    Ap logon ki baat ka jawab yahan hay lekin wo bhi aik LIMIT k andar hay magar ap logon ne oski limit hi Cross kar di thi

    For Example WinRAR k naam se software hain jo aap k data ko COMPRESS kar dete hain lekin os data ko ap os waqt tak use nahi kar saktey jab tak DECOMPRESS na kar dein...
    ye yaad rakhein k compress honey k baad bhi data space to leta hay na bus ye hay k thora sa farq parhta hay...ziada nahi ab ap logon ka ye kehna k 40 Gb ka data kuch MB mein aajaye to FILL HAAL ye na mumkin hay Specially fill haal hard disk k maamley mein....



    phir aik baar or batata chaloon yaad rahey ye Hard disk ki baat ho rahi hay abhi.....ap kisi or cheez ko is logic ke through nahi compare kar saktey OK...ye yaad rakhye ga ye special Hard disk ki baat thi...iska work karna alag hay..

    ab aap ajayein asal baat par bhai log baat ye hay k Data Recover software jo hain onka kaam ye hay k jo data aapka Corrupt ho jaye ya sahi tareekey se perform na karey to osko Data recovery software k zarye theek kiya ja sakta hay ab samjhey aap...maslan Excel ki file hay os mein ap ne apni CV banai hui hay jab aap osko kholtey hain to wo sahi nahi khulti yaani text aagey peehchey ya kisi or sign mein tabdeel huye ve dikhtey hain onko aap Data Recovery se sahi kar saktey hain ab samjhey aap...
    aik or baat jab ap kisi Data ko delete kartey hain to Virus k waja se wo Proper aap ki Hard disk se nahi delete hota lekin jab aap delete karney ki bajaye FORMAT kartey hain to computer by FORCE os data ko complete remove kar deta hay...

    Shayad meri baat aap logon k sar se Guzar jaye Q ke thori tawajjo talab baat hay ye.

  9. #9
    FAIQFAIQ's Avatar
    FAIQFAIQ is offline Junior Member
    Last Online
    5th October 2012 @ 02:30 PM
    Join Date
    20 Aug 2011
    Gender
    Male
    Posts
    21
    Threads
    3
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    IT BOy ne jo aap ko Example di hay wo HARD disk k maamley mein bilkul 100% ghalat or be bunyaad hay....onhon ne PEN ki or pAge par likhey word ki baat ki..wo sab Ghalat hay....kisi or cheez ki example utha kar inhon ne yahan paste kardi jo be zahir log kahein ge k bilkul sahi hay dil par lagti hay magar Hard disk par apply nahi hoti osk aprocedure hi kuch or hay operating hi alag hay....

  10. #10
    shahidn940 is offline Junior Member
    Last Online
    9th November 2012 @ 05:28 PM
    Join Date
    19 Apr 2009
    Posts
    4
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    ASLAM-O-ALEKAM
    jinab yahan ik sowal ye bhi peda hota hay k hard disk per space to lagy ga agar us main data hota hay to usy space bhi rakhna chahiay ?
    reply karna
    thanks

  11. #11
    googlekamai is offline Member
    Last Online
    26th November 2011 @ 03:07 PM
    Join Date
    23 Nov 2011
    Age
    54
    Gender
    Male
    Posts
    126
    Threads
    25
    Thanked
    2

    Default

    bhai yeh paper yeh dabba yeh sab hardware main shamil hota hai. i mean jisay hm choo sktey hain mehsoos ker sktey hain. hardware me stored data software hota hai i mean to say k hum ussay mehsoos nhi ker sktey hain. ham dimaagh me batain soch sktey hain lekin choo nhi sktey un memory ko issi tarah harddisk hai harddisk sirf yaad rkhti hai us data ko. lekin agr quick format kia jaye to recover hota hai lekin jo regular format hota hai us ko 2 se 3 bar karein to data recover nhi hota. try it

  12. #12
    masoomno420's Avatar
    masoomno420 is offline Senior Member+
    Last Online
    10th May 2014 @ 09:34 PM
    Join Date
    06 Jan 2010
    Location
    multan
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    39
    Threads
    1
    Credits
    945
    Thanked
    0

    Default

    bhai jan ap k sawal ka jawab yeh hai k ap jb koi data apni pc ke hard disk mai write krtay hain to us wakt jesay ap ke bok main subjects ke fehrist bani hoti hai vesay he us data ke b fehrist banti hai or us fehrist ko log kaha jata hai jab ap ani hard disk format krtay hain to vo data to delet nai hota bs us fehrist ke jaga 1 naya page rakh dia jata hai jesay ap nay apni bok leee ho or us ke fehrist vala page nai hota to ap 1 khali safa lay kr us main us ki fehrist bnatay hain or agar ap us main kuch or b add krtay hain to vo b us fehrist main add krtay hain finally hota e hai k bs vo files/data ke fehrist ka page 1 khali page say replace ho jata hai or ap is say data us pay write krna shuru kr detay ho yani purana data over rite ho raha hota hai lakin kuch inteligent softwares old log tables ko bhe dhond letay hain or pir vo data b recover kia ja skta hai

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. plz in swal k ans dy do
    By sharjeel9820 in forum Educational Help
    Replies: 4
    Last Post: 14th October 2015, 02:16 PM
  2. Swal
    By zaheenboy in forum Ramadan Kareem رمضان كريم
    Replies: 0
    Last Post: 8th August 2010, 11:46 AM
  3. Aik Swal
    By MASHELEY RAH in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 14th May 2007, 03:48 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •