muje ye jana hai k newton speed of sound main kaha kya gya hai means prove kya kiya gya hai

kyu k is topic k shuro main kaha gya hai k speed of sound depend karti hai elasiticity of medium and density per lekin baad main boyle law etc


matlab ye k jo ye kaha gya hai k speed of sound elasticity aur density per depend karti hai hame kese pata chale ga k waqai is n per depen karti hai kyu k last main na kuch aisa hai k elasiticy ya density k kam ya ziyada hone per speed of sound main farq parha hai