1)alertpay acc main agar humrey pass $ hon to os ko hum kis tarha cash kar saktey hain ?
kisi shop se ya on ka koi office hai
2) agar hum kisi website se koi cheez buy kartey hai to woh hum say alertpay user name or password magta hai kiya is tarha pay ki jati hai ya alertpay main loing ho kar company ko pasey send karne partey hain
Bookmarks