Page 3 of 44 FirstFirst 12345613 ... LastLast
Results 25 to 36 of 524

Thread: AZEEM collection

  1. #25
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Thanked
    0

    Default

    "Koi kabhi un chehron ko parhay
    Jo afsaanon ki tarha hotay hain
    Woh ankhein jin mein shokhion ki jagha
    Gehray gehray samandar hotay hain
    Woh hont jin hon nay hansi ki bajaye
    Chup ki chaadurain orhi hoti hain
    Woh dil jin mein hazar khuahishain nahi
    Tootay huway armaan chupay hotay hain

  2. #26
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    "Beymaainay hotay hain woh lamhay jub tum paas nahi hotay
    Lagtaa hai mujhay aisay ke zindagi tehr gayee ho jaisay
    Aasman bhi beyrounuq sa lagtaa hai mujhay ke
    Kisi nay chand taaron ki roshni chura lee ho jaisay

  3. #27
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    "Sitaron ke bagher asmaan mein rakha hai kia?
    Bin teray jeenay mein rakha hai kia?
    Lagta hai sub kuch adhoora adhoora sa
    Khushi ke baghair hansnay mein rakha hai kia

  4. #28
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Jab kisi ko manana perta hay
    Khud say to bahar aana parta hay
    Aik tum hi nazar nahi Aatay
    Raastay main saara zamana parta hay
    Kia kahayn kis tarhaan ham aatay hayn
    Us gali say jab bhi aana parta hay

  5. #29
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Samander Ki Gehraiyoon main Utar kay to Dekhoo
    Aik Or naye Ettafaaq say guzzar kay to dekhooo
    Lehroo ki Awaaz bhala kehti hay kia?
    Kabhi Un main Jakar simat kar to dekhoo
    Sahil kay kinaray par khamoushi hay bohat
    Dil ki dharkan say ye puch kar to dekhoo
    Wo jo aik shaks tanha dekhaaye dayta hay
    Kaho us say jaakar zara sambhal kay to dekhoo

  6. #30
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Jab bhi aate hay wo mayray dehaan main
    Phool rakh jate hay roushan daan main
    Ghar kay baam o dar naye lagnay lagay
    Husan aisa tha meray mehmaan main
    Tera chehra Aaenay kay saamnay
    Or Aaena naye Imkaan main
    Aks teray,tayri khushboo ,teray rang
    Bas yehi kuch hay meray samaan main
    Jisim o jaan ko taaza mousam mil gaye
    Jal gaya main teray Aatish daan main
    Aandhiyoon main bhi uraata hay mughay
    Koun hay ye meray jisim o jaan main
    Jan darakht Angnaaye kay jalnay lagay
    Dhoop utar aaye meray dalaan main
    Tittliyaan kamray kay under Aagyen
    Aik phool aisa bhi tha gul daan main
    Aajnabi khuwaboon ka soorat gar hon main
    Or main gum hoon teyri pehchaan mai

  7. #31
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    CIGRATE SULGAI THI KE TAIRE YAAD NA AAY
    BADBAKT DHOAAI NE TAIRE TASVEER BANA DALI

    MILNA ITTEFAQ THA BHICHARNA NASEEB THA
    TUJSE ITNA DOOR HOGAYA JITNE KAREEB THA

    MUHABAT KI NAZAR WO HAI JO DIL ME JAGA PAI
    MUHABAT HO AGHAR SUCHI TO PHATAR BHI MUAM BAN JAI

    AATI HAI YAAD AKSER ROTAI HAIN BAYBASI MAI
    EK BAYWAFA KO HUM NE CHAHA THA ZINDAGI MAY

    ITNA TARAP RAHA THA KE SOYA NA RAAT BHAR
    KALM SE LIKH RAHA THA TERA NAAM ASMAN PER

  8. #32
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    kaise karain gila kaise karain shikayat
    lab kholte hai to dar samehsos hota hai
    dosti main bhi itni ajnabiyat
    ye sonchte hain to dar sa mehsos hota hai
    faslay jo barh rahain hain darmiyan
    in faslon se dar sa mehsos hota hai
    main kaise pochun tum se na milne ki waja
    mujhe to tumharay jawab se dar sa mehsos hota hai
    main ne tum se dosti hi nahi mohabat bhi ki hai
    ay dost ab to is sach se bhi dar mehsos hota hai
    main to dosti nibhaongi her dam wafa
    tum chod do dosti is baat se dar sa mehsos hota hai

  9. #33
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Umeedon per rishtay banatay kuoon hoo
    Sahiloon per ghar sajatay kuoon hoo
    Pyar kertay hoo usay dil-o-jan say
    Pyar karkai chupatay kuoon hoo
    Usay dekhnay ko muntazir rehtay hoo tum
    Jub woh nazar aey to nazrain churatay kuoon hoo
    Tanz kai nashter chalatay hain loog tum per
    Her aik ko haley Dil sunatay kuoon hoo
    Woh tum ko bholl er buhat khush hai,
    Saif Tum usay yaad ker kai ansoo bahatay kuoon hoo

  10. #34
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Lagta hai bohat mushkil
    Zindagi ka yeh safar mujhay
    Lekin dil ko hai yaqeen
    Hojayega sub kuch asaan
    Jub tera sath milayga mujhay
    Hongi haseen woh raatein
    Jo guzraingi teray saath
    Kartay rahaingay baatein
    Hathon mein lay kar hath

  11. #35
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Jitna tum ko chaaha tha hum nay
    Utnaa kisi ko chaah na sakay
    Socha tha bhool jaaingay kabhi na kabhi
    Lekin najaanay kyoun bhulaa na sakay
    Honton nay to chupa liye armaan dil ke
    Lekin ankhon say chupa na sakay

  12. #36
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Ankhon men raha dil men utar kar naheen dekha,
    kashti ke musafir ne samandar naheen dekha...
    Pathar muJhe kehta hai mera chahne wala,
    men moum hon uzne muJhe ch0okar naheen dekha..

Page 3 of 44 FirstFirst 12345613 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 92
    Last Post: 27th September 2012, 05:40 PM
  2. Azeem allama iqbal ki azeem shaeri
    By farhanleos in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 1
    Last Post: 11th August 2011, 01:07 PM
  3. Azeem Inqilab+Azeem Shakhsiyat
    By baniazkhan in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 0
    Last Post: 12th January 2011, 04:10 PM
  4. Aik Azeem Insaan - Aik Azeem Maqsad Par!!!
    By -RajpuT- in forum Tanz-o-Mazah
    Replies: 2
    Last Post: 2nd December 2009, 09:34 PM
  5. Azeem Lateefee Collection (new)
    By Pagal_Azeem in forum Tanz-o-Mazah
    Replies: 41
    Last Post: 4th August 2009, 09:59 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •