Page 6 of 44 FirstFirst ... 345678916 ... LastLast
Results 61 to 72 of 524

Thread: AZEEM collection

  1. #61
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Thanked
    0

    Default

    Suna hai boley tou baaton se phool jhartey hain
    yeh baat hai tou chalo baat kar ke dekhtey hain

    Suna hai Raat ko ussey Titliyaan sataati hai
    Suna hai Raat ko Jugnoo theher ke dekhtey hain

    Suna hai uss ke badan ki taraash aisi hai
    ke phool apni qabaaein katar ke dekhtey hain

    Rukey tou gardishein uss ka tawaaf karti hain
    chaley tou uss ko zamaaney theher ke dekhtey hain

    Kissey naseeb ke be-pairahan ussey dekhey
    kabhi kabhi dar-o-deewaar ghar ke dekhtey hain

    kahaaniyaan hi sahi , sab mubaalghey hi sahi
    agar "woh" khawaab hai , "Taabeer" kar ke dekhtey hain

    Judaaiyaan tou muqadder hai phir bhi jaan-e-safar
    kuch aur door zara saath chal ke dekhtey hain

  2. #62
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Lakh dori ho magar ahad nibhata rahna
    Jab bi barish ho mera soog manata rahna

    Tum gae ho to sir-e-sham yah adat tahri
    Bas kinara pa kahra hat hilata rahna

    Janah is dil ko yah adab kaha sa aye
    Is ki raho ma nighahoun ko bichata rahna

    Ak mudat sa yah mamool howa ha ab to
    Aap hi rothna aap hi manata rahna

    Tum ko maloom ha farhat ya pagal pan ha
    Dor jatah howa logo ko bolata rahna

  3. #63
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Jo mairy aankhon se KHUAB dekho ...
    to aik shab bhi na so sako gay ...

    k lakh chaho na ro sako gay ...
    hazar chaho na hans sako gay ..

    k khuab kiya hain azab hain ye ...
    mairay dukhon ki kitab hain ye ...

    rafaqatain in main phot ti hain ...
    mohabbatain in main roothti hain ...

    panapti hain in main vehshatain si ...
    aziyatain in main phot ti hain ...

    inhin k dar se khizan hain jazbay ..
    inhain se shakhain se toot ti hain ....

    ghamon ki bandish hain khuab mairay ...
    dukhon ki barish hain khuab mairay ...

    ubal raha hai dukhon ka lava ...
    raheene aatish hain khuab hain mairay ..

    khayal saray jhulas gaya hain ..
    sulagti khuahish hain khuab mairay ...

    ukharti sansain hain zindagi ki ...
    lahoo ki sazish hain khuab mairay ...

    jo mairay aankhon se khuab dekho ....
    to aik shab bhi na so sako gay

  4. #64
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Woh apna to hai par usay apna keh nahi sakta

    "Woh apna to hai par usay apna keh nahi sakta,
    woh ik pal ko bhi roothe main seh nahi sakta

    pyar jitna bhi ho pyar hee rehta hai,
    samandar kabhi nadee main beh nahi sakta

    jo aaj hai us main he khush raho usko he jIyo,
    kal kaisa ho aur kia ho koe kuch keh nahi sakta

    woh tujhay milay na milay yeh baat sach hai,
    tuu uske bina woh teray bina reh nahi sakta

    Kucch aisi be-sakooni hai wafa k sarzameeno mein
    Jo ehl-e-muhabbat ko sada be-chein rakhti hai

  5. #65
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Kabhi gham yun bhi hota hai
    Ke sansen toot jatin hain
    kisi ki rah tak tak ker
    Nigahen sookh jatin hain
    jinhen ana ho jeewan me
    Wohi aane nahi paate
    Jinhen ana ho Khuwabon me
    Wo raste bhul jate hain

    Kabhi gham yun bhi hota hai
    Jahan dil apna khilta hai
    Wahin mosam badalta hai
    Hame jo naam lena ho
    Amanat aur ki ho Wo
    Hame jo baat kerni ho
    Sirah wo mil nahi pata

    Kabhi gham yun bhi hot ahai
    Jahan pholon ki Ahat ho
    Khizan bhi tan ke aati hai
    Koi dharkam sunai gi
    Hame kia raaz ki baten
    kabhi jab aankh dil per ho
    to Dil hi mil nahi paate

    Kabhi gham yun bhi hota hai
    Ke lawa beh nahi pata
    Khuwahish aesi hoti hai
    Mager hum Ro nahi sakte
    Sar-e-maqtal Khare hoker
    Kabhi tum ko pokaren to
    Kabhi tum ko pokaren to
    Sadain mil nahi saktin
    Kabhi gham yun bhi hota hai
    Ke mar jane ko Dil chahe


    Koi marne nahi deta
    Kabhi gham yun bhi hota hai
    Hame hi gham kyon hota hai?
    Use gham kyon nahi hota?__________________

  6. #66
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Kuchh nahin hai ab mere paas tumhe dene ke liye,
    Woh alfaz nahin hai DIL ki TUMHE suna ne ke liye,
    Tadap to raha hun tumse kuchh sun ne suna ne ke liye,
    Par woh lafz nahin milta TUMHE samjhane ke liye,
    Ek pathhar sa ban gya hun main khud mere liye,
    Woh jaan nahin hai ab mujh me TUM pe lutane ke liye,
    Kaun si rah me chal raha hun najane kisse milne ke liye,
    Ek TUM hi to ho mere sath hamesha mujhe rah dikhane ke liye

  7. #67
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Khamosh ho kyo ? Kuch kaho, chup rehna chaho to bhi kaho,

    Agar naraz ho humse to pyar se nai nafrat se kaho,

    Khamosh ho kyo kuch kaho. Reh na gaya kehne ko kuch baaki agar to bhi kaho,

    Pal jo bitaye saath unhe yaad kar kuch kaho.

    Khamoshi tumhari kya kar rahi hai zulm is dil se pucho,

    Dhadkane bhi dhadak kar keh rahi khamosh ho kyo? Kuch kaho.

    Mausam ke tarah na badlega pyar humara,

    Bas itna aitbaar tum karna,ho jaye kabhi koi gila humse,

    To shikwa zaroor karna . Bin shikwa kiye yu na rooth jana tum,

    Nazre jhukaye hoonth dabaye khamosh na ho jana tum.

    Khamosh ho kyo kuch kaho, Lafzo se nai to isharo se kaho ,

    Lafzo mein nai to nazro se kaho, khamosh ho kyo? Kuch kaho

  8. #68
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    "jo khyal the na qyaas the wohi log humse bicher gaye

    meri zindagi ki jo aas the wohi log humse bicher gaye,

    jinhe maanta nahi hai dil,wohi log hain mere humsafer

    mujhe her tarhan se jo raas the wohi log humse bicher gaye,

    mujhe lamha bher ki rafaqaton ke azaab aur satayenge

    meri umer bher ki jo pyaas thi wohi log humse bicher gaye,

    yeh khayal saare hain aarzi,yeh gulaab sare hain kaghazi

    gul-e-arzoo ki jo baas the wohi log humse bicher gaye,

    jinhe ker saka na qubool mein,woh shareek rah-e-safer hue

    jo meri talab meri aas the wohi log humse bicher gaye,

    yeh jo raat din mere saath hain wohi ajnabi ke hain ajnabi

    woh jo dherkanon ki asaas the wohi log humse bicher gaye

  9. #69
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    zindagi ki sab khushiyan lafzon main kiya biyan karon
    dukhon ke sab lamhat ankhon main aa samaye hen
    woh khowab jin ki tabeer nahin, woh rasta jis ki koi hudnahin
    musalsal jadojahed ke asar chehre per sajaye hen
    ache dost buhat kam milte hen zindagi ke safer main
    akser esa bhi lagta he ke apne bhi paraye hen
    apne zakhmi wajood ko le ker zindagi main hamesha
    rothe hue dost bhi humne manaye hen
    nahin jan saka koi mere dukhon ki intaha
    hum ne ansoun ko chupa ker hazar bahane banaye hen

  10. #70
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    main ye soch kar us k dur se chala tha
    k wo rok lay ge mana le ge mugh ko
    Hawaon me lehrata aata tha daaman
    k
    daaman pakar k bitha le ge mugh ko
    kadam aisay aista se uth rahay thay
    k
    aawaz de kar bula le ge mugh ko
    magar us ne roka
    na mugh ko bithaya
    na aawaz he de
    na wapas bulaya
    Main aista aista
    Chalta he aya
    Yahan ttk k
    us se
    JUDA HO GIA MAIN.

  11. #71
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Tu Jo Rootha meri palkon pay nami reh jay gi
    Zindagi bas naam hi ki zindagi reh jay gi


    Tark-e-Ulfaat ke Irade par zara phir sochiye
    Main chali jaaongi aur mohabet dekhti reh jay gi


    Ye nahi Kehte ke Tuj bin Jee nahi paengy hum
    Haan humari Zindagi mein ik Kami reh jay gi

    Piyar ke sadqe ye lagta hai hamare Darmiyaan
    Aur kuch na bhi Raha ye Dosti Reh jay gi


    Main To Tae kar ke Chali jaongi duniya ka Safar
    Mere baren mein ye Dunia Sochti reh jay gi


    Zaat se Bar kar hai apni mujh ko apna piyara Fun
    Main Agar na bhi Raha Ye Shairi Reh jay gi

  12. #72
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Meray Saath Tum Bhi Dua Karo Yun Kisi Ke Haq Main Bura Na Ho
    Kahin Aur Ho Na Yeh Haadsa Koi Raastay Mein Judaa Na Ho

    Sar-e-sham Thairi Hui Zameen Jahan Aasman Hai Jhukaa Hua
    Ussi Modh Per Meray Wastay Woh Chiragh Lay Ke Kharah Na Ho

    Meri Chaatt Se Raat Ki Saijh Tak Koi Aansuon Ki Lakeer Hai
    Zara Badh Ke Chand Se Poochna Woh Issi Taraf Se Gaya Na Ho

    Mujhe Yun Laga Keh Khamosh Khushbu Ke Honth Titli Ne Chuu Liye
    Inhi Zard Pattoun Ki Oaut Mein Koi Phool Soya Hua Na Ho

    Issi Aihtiyat Mein Woh Raha Issi Aihtiyat Mein Mai Raha
    Woh Kahn Kahn Mere Saath Hai Kisi Aur Ko Yeh Pata Na Ho

    Woh Farishtay Aap Talaash Karyay Kahaniyun Ki Kitab Mein
    Jo Bura Kahain Na Bura Sunain , Koi Shakhs Unse Khafa Na Ho

    Woh Firaqh Ho Keh Visaal Ho Teri Aag Mehkay Gi Aaik Din
    Woh Gulab Ban Kar Khilay Ga Kiya Jo Chiragh Ban Ke Jala Na Ho

Page 6 of 44 FirstFirst ... 345678916 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 92
    Last Post: 27th September 2012, 05:40 PM
  2. Azeem allama iqbal ki azeem shaeri
    By farhanleos in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 1
    Last Post: 11th August 2011, 01:07 PM
  3. Azeem Inqilab+Azeem Shakhsiyat
    By baniazkhan in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 0
    Last Post: 12th January 2011, 04:10 PM
  4. Aik Azeem Insaan - Aik Azeem Maqsad Par!!!
    By -RajpuT- in forum Tanz-o-Mazah
    Replies: 2
    Last Post: 2nd December 2009, 09:34 PM
  5. Azeem Lateefee Collection (new)
    By Pagal_Azeem in forum Tanz-o-Mazah
    Replies: 41
    Last Post: 4th August 2009, 09:59 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •