face moles(tilon) sa nijat ka liya any tip?
kia koi face per black moles ka bara main koi tip da sakta hai.
buhat sa gharalo totka kafi dafa buhat zabardast sabit hota hai,or mukhtalif families or countries main buhat si bimarion ka lia aksar aik alag tarika apnaya jata hhai.
face moles ka bara mai mujha layzer ka to bata ha,lakin kia koi aisa tariqa hai ka in sa baghar lazar ka nijat hasil ki jai.
plz kia app is silsala mai koi help da sakta hain.
thank's advance.
Bookmarks