Main wireless networking karna chahta hon takreeban 2 kilo meter tak main ye Router le raha hon " TL-WA5210G " jo mujhe itdunya per Zahid Islam bhai ne bataya tha lekin ab main ye janna chahta hon k ager main ye router buy kar leta hon aur iski configuration bhi kar leta hon to kya 2 kilo meter tak janah jahan mera router k signal pohanch rahay hongay wahan tak har koi jiske pass wifi card ho aur jo mere wireless network ka password ho. woh baasani mera internet use kar sakta hai. \\\ plz plz plz koi help karay'''
ager wifi card se koi mera net use kar sakta hai to konsi wireless usb ya wifi card sai rahay ga 54M ya 108M ?