Results 1 to 6 of 6

Thread: Pakistan ko Pehchano....!! warna tum khud ko bhula do ge...!

  1. #1
    nayyar's Avatar
    nayyar is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd December 2020 @ 10:50 AM
    Join Date
    03 Nov 2006
    Location
    karachi UAE.
    Posts
    138
    Threads
    16
    Credits
    22
    Thanked: 1

    Default Pakistan ko Pehchano....!! warna tum khud ko bhula do ge...!

    ..... ...yeh gandagi ...dekho......kitni gandi sarak hay.....gutter ka pani hay her taraf.......yar buses ka hal bura .......baithney ki jaga nahin ...ager hay tu kapre khraab ...khane ko cheezein hein magar milawat hay.......pani sahih nahin......faza mein dhuwan kitna hay............traffic jam.........4 ghante mein ghar puhancha.......ghar puhanche ney per light nahin...........! kia karonnnnn.....yeh kaisa mulk hay mera..........mein chala jaon ga..yahan se...........phir ............then .............. aik faisla huwa ....................

    is gande mulk ko chor ker bahar chaley jane ka..............!!!!!
    bags ...pack huwe ........aur mein chal para ..........

    ...saaf suthri sarkein ......, line mein khare log..., air conditioned busses, .........light kabhi nahin jae gi........!!! har jagah har cheez khane aur peeni ki bilkul saaf ...........magar................

    har jagah...... her aik ki nigah mein aik hi sawal......
    .............TUM KAUN HO.........!!!!who areu ..................!!!!!!tum kaun ho........
    .....koi kehta nahin magar .....aankein bata deti hein..........k tum un mein se nahin ............tum .........koi aur ho................

    TAB ............MERAY doston..............TAB.......................
    us shaks ko ..............woh gandi sarkein ............woh dhuwaein wala mahool ,.....woh kharab buses ............woh loadsheding........woh traffic jam buhat yadd aya QASAM se buhat yaad aya........us ki aaonkhon mien aansooooo aur jaib mein buhat sara paisa tha..............magar us k pass koi nahin tha...

    ....woh apne kamre mein akela tha..us ki tabiat kharab thi ....magar poochne nahin aya...koi .....kisi dost ka phone nahin ...maa baap ka bar bar poochna k dawa le li , kuch khao ge .....sub buhat yaad aya........PAKISTAN ....BUHAT yaaad aya...............

    yeh mein hoon ...........
    meray dooston ...aj meray pass sab kuch hay ......ALLAH k karam se ...
    magar ..mein bhol raha hoon aj maa baap ka pyar...apney dost....apna ghar apna mulk ...............paisa , gari ghar .....sab kuch dunyawi hay ...sab yahin reh jae ga.......sirf rahta hay tu woh kaam ju tum ne kia ..acha ya bura...........try kero ................K apney mulk ko khud aisa ker do ..k DUNYA wahan aye............NA k hum kahien jaein,...........


    Pakistan ko .......kuch banana hay tu woh tum ne aur mein ne banana hay...
    sirf . apne app ko sahih ker lo sab sahih ho jae ga.......

    INSAH ALLAH ...Pakistan live for ever..............My GREAT country ...
    socho .........kitne mulk jahan hum jate hein apna mulk chor ker ..woh atomic power abhi tak nahin ..magar humara mulk hay............gore log.....apna mulk chor ker .......humare nothren areas mein ate hein ......socho ...kia nahin humare mulk mein ........kia nahin sab kuch hay ......so PLEAE build Pakistan...great...........


    Speciallly un logon k liye jo highly skilled ya highly qualified hein ...aur woh apna watan ...us cheez k liye chor jate hein...jo un ko hamsha apne peecha dorati rehti hay .........

    mein bhi un logon mein se aik hoon ...magar...hazaroon diye jal uthtey hein ...aik diye key jal jane se.................
    buhat mushkil hay hamarey mulk mein magar soocho ...mushkilon k baad hi aasani ati hay tum nahin honge magar...tumhare ane wale tu......faida uthein ge.......aur woh bhi kaun hoonge ...woh bhi TUM honge.........


    ager aj INDIA ko dekho ...to us mulk ka jawan apne mulk ko kahan le gaya hay ...sirf ..isi baat per k ...woh apne mulk mein hi raha....foriegn mein zaroor jao..magar...seekhney k liye....aur wapis aker apne mulk ko bhi waisa hi BANA do .........

    aye ALLAH hum sab pakistanees.. ko .......pakistan ki ahmiat ...ka ahsas dila........aur jo haath aj kal pakistan ko toorney mein lage hein un ko ahsas dila k jis DALI pe baitha hay usi ko KAaT raha hay tu NUQSAN kis ka..TUMHAra APNA.............!!

    REQUEST FROM PAKISTAN ( your Mother LAND.....) TUMHARI MAAA..hay yeh MULK ....aur MAAA pukar ker keh rahi hay MUJHE CHOR ker NA jao......MEIN boorhi ho gai hoon ...MUJHE TUMHARI madad chahiye........MUJHE SAHARA chahiye.............MUJHE TUM chahiye HO...
    ALL DOCTORS , ENGINEERS , and highly professional and qualifieds .......PLease ...DONT LEAVE .............your mother LAND>..serve HERE....serve PAkISTAN..
    KIUN k jab tum ...ko zaroorat thi tu IS ne tuhmein sahara DIYA tha.......theek tumhare maa baap ki tarha ....jo jab tum apne hath se khana bhi nahin kha sakte the tu tumhein tumhare ma baap ne khilaya.....aur jab tumhare ma baap boorhey ho jate hein tu TUM unhein kilate ho ..........isi TARHA....jis MULK ne ...Tumhein .......aik AAM admi se..........aik DOCTOR , ENGINEER , ya kuch bhi banaya .......tu ab US ka HAQ bhi ada kero .....................
    APNEY MULK KO BANAO
    ...........

    PAKISTAN jaisa hay ...........APNA .............hay ...........PAKSITAN ZINDA-ABAD

    regards NAYYAR.......
    Last edited by nayyar; 4th January 2008 at 11:01 PM.
    Nothing is Impossible because the word Impossible its self says " I " - "M" - "POSSIBLE" ....!!
    will and win...!!
    never loose your brain ...!!

  2. #2
    Sabih.'s Avatar
    Sabih. is offline Advance Member
    Last Online
    9th November 2020 @ 08:52 AM
    Join Date
    19 Jun 2007
    Gender
    Male
    Posts
    4,829
    Threads
    382
    Credits
    681
    Thanked
    95

    Default

    Asalaam O Alaikum !

    Bohat Achi Sharing Hai Be Misaal Bohat Khub Suorat Or Pur Asar..

    Kash Aap Ne URDU Rasmulkhat Men Tehreer Kiya Hota

    But

    bohat Achi AND Excellent Sharing Hai

    Waqey Hum Ju Pardees Men Rehtain Hain Khub Jantay Hain K Ye Saaf Shuthray Mulk Dunyavee Asaeeshen Or Behtareen Mahool Kahin B Hamray Mulk Paksitan Se Mumaasalat Nahi Rakhta Yahan SAb Kuch Hai Peysa Hai Gari Hai Ghar Hai ...........Magar Wo Muhabbat Or Ezat Nahi.......

  3. #3
    A.A.Yasir's Avatar
    A.A.Yasir is offline Senior Member+
    Last Online
    17th December 2010 @ 05:18 PM
    Join Date
    27 Oct 2007
    Posts
    1,777
    Threads
    159
    Credits
    945
    Thanked
    3

    Default

    Bohat Khoob

    yaar andaaz-e-byaan bohat pasand aaya mujhay

    Waqai Ye tehreer is qaabil hay k isko parh k banda kuch sochnay pe majboor ho jaaye

    Keep Sharing
    Jis Din say Challa Hoon, Meri Manzil pe Nazar hay

  4. #4
    Abdullah is offline Senior Member+
    Last Online
    19th February 2014 @ 03:39 AM
    Join Date
    05 Jul 2006
    Posts
    569
    Threads
    10
    Credits
    0
    Thanked
    3

    Default

    بھت خوبجناب

  5. #5
    nayyar's Avatar
    nayyar is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd December 2020 @ 10:50 AM
    Join Date
    03 Nov 2006
    Location
    karachi UAE.
    Posts
    138
    Threads
    16
    Credits
    22
    Thanked: 1

    Default

    thanks..

  6. #6
    waqar gujrati's Avatar
    waqar gujrati is offline Junior Member
    Last Online
    24th August 2011 @ 08:26 AM
    Join Date
    06 Nov 2008
    Posts
    12
    Threads
    2
    Credits
    1,045
    Thanked
    0

    Default

    sach mein har aik pakistani dil se pakistan k leye kuch karne k leye uth khara ho to ye mulk kia ham is dunya ko b janat bnaa saktey hein LEKIN IS K LEYE HUM SAB KO AIK HONA HO GA kamyabi hamarey qadam choomey gi INSHAALA

Similar Threads

  1. Pehchano kon.
    By F-16 in forum Baat cheet
    Replies: 11
    Last Post: 26th January 2011, 08:44 PM
  2. Ary Deewano Mujhe Pehchano
    By Blue_Eyes in forum Introduction
    Replies: 3
    Last Post: 3rd April 2010, 04:44 AM
  3. Khud ko bhula dia hm ne
    By Banto5 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 12
    Last Post: 10th November 2009, 04:55 PM
  4. pehchano to koun hai...:)
    By Nahid in forum Photo Gallery
    Replies: 13
    Last Post: 24th September 2009, 07:57 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •