Results 1 to 2 of 2

Thread: Kya Internet Chalane Ke Dooran Agar Koi Call Aa Gaye To Use Receive kar sakte hain ?

  1. #1
    ghaffarshah is offline Senior Member+
    Last Online
    7th November 2021 @ 12:11 AM
    Join Date
    22 May 2007
    Age
    36
    Posts
    155
    Threads
    71
    Credits
    14
    Thanked
    4

    Default Kya Internet Chalane Ke Dooran Agar Koi Call Aa Gaye To Use Receive kar sakte hain ?


    dosto umeed karta hoon aap thik thak hoon gaye .aur dua bhi karta hoon ke ALLAH TALLAH aap ko hamishah kush rakhe .

    dosto ! masla yeh hai ke main ptcl vwireless se net use karta hoon .jab net use karta hoon to phone busy ho jati hai . aur call karne wale ko phone busy milta hai . aur hum koi zaroori call mis kardete hain .

    to ab kya kisi bhai ko koi aisa tareeka pata hai jis net use karne ke doran hum call receive kar sakain aur . caller ko hamari phone busy na mile . aur hamara net bhi disconnect na ho aur hum call bhi receive kar lain.

    agar kisi bhai ko koi aisia software ya tareeka maloom ho to plzzzzzz zaroor sahre kare .

    i will wait for ur replays .

  2. #2
    shahid1 is offline Advance Member
    Last Online
    6th October 2023 @ 11:04 PM
    Join Date
    25 Jul 2007
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    2,218
    Threads
    386
    Credits
    186
    Thanked
    28

    Default

    haan frnd aik tareeka ha, ke aap aik new connection le lain.
    iss ke ilawa koi tareeqa nahi hai.

Similar Threads

  1. Answered P.C. se mobile per free call kese kar sakte hain
    By Friend_Sania in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 8
    Last Post: 7th May 2014, 12:38 PM
  2. Please help kardo yaro, nokia e52 mai ngage game chalane hain, ?
    By Webbg09 in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 0
    Last Post: 14th December 2011, 03:08 PM
  3. Replies: 68
    Last Post: 16th December 2010, 12:10 PM
  4. ~^~Aap agar ham ko mil gaye hote~^~
    By Gr8^Masood in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 8
    Last Post: 30th September 2009, 07:38 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •