Page 1 of 3 123 LastLast
Results 1 to 12 of 28

Thread: MAA ( Dont break the chain )

  1. #1
    farhanleos's Avatar
    farhanleos is offline Senior Member
    Last Online
    5th October 2017 @ 03:37 PM
    Join Date
    15 Aug 2008
    Location
    Damam KSA
    Gender
    Male
    Posts
    1,050
    Threads
    98
    Credits
    1,039
    Thanked
    102

    Smile MAA ( Dont break the chain )

    Dosto mai ye thread bna rha hoo or maira maksad Maa se muhabbat ka hai
    so yha mai kcuh ashar post kar rha hoo ap sb mai se b kisi ko ma par koe sher ata hoo to wo share karai or daikhte hai k ye shain kha tak chalti hai



    MAA(Mother)


    Ye kamyabian ye izzat ye naam tum se hain
    Khuda ne jo bi diya hain maqam tum se hain
    Tumhare dam se hain mere laho main kilthe ghulab
    Mere wajood ka sara nizam tum se hain
    Kahan bisat jahan aur main kamsin wa nadan
    ye mere jeet ka sab aihtemam tum se hain
    jahan jahan hain meri dushmani sabab main hoon
    jahan jahan hain mera aihteram tum se hain
    [IMG]http://www.familylobby.com/common/tt7474656fltt.gif[/IMG]

  2. #2
    farhanleos's Avatar
    farhanleos is offline Senior Member
    Last Online
    5th October 2017 @ 03:37 PM
    Join Date
    15 Aug 2008
    Location
    Damam KSA
    Gender
    Male
    Posts
    1,050
    Threads
    98
    Credits
    1,039
    Thanked
    102

    Default

    Mujhko ab bhi yaad hain wo saari ammi ki baatein
    Daantna mujhko baat baat par, pyaar ki wo barsaatein

    Khailna merey saath saath aur phir padney ko kahna
    Meri khushiyon ki khaatir abbu se ladtey rahna

    Meri gustaakhi pe unka zor se wo jhallaana
    Abbu ke aaney par unko kuchh bhi na batlana

    Thaam ke ungli meri mujhko bahar lekar jaana
    Seedha rasta kya hota hai ye mujhko samjhana

    Pyaar se mujhko paas bithaa kar sar pe tail lagaana
    Phir kahna ki beta dekho kaam sabhi ke aana

    Dekho beta geebat gussa achchi baat nahin hai
    Ye sab kaam galat hain betey aur ye kaam sahi hai

    In kaamon ko karke tum achchey insaan banogey
    Is rastey par mat chalna warna beimaan banogey

    Paisey ka izzat ke aagey koi mol nahi hai
    Bhool na jaana ye baatein jo mainey aaj kahi hai

    Mujhko ab bhi yaad hai wo saari ammi ki baatein

  3. #3
    farhanleos's Avatar
    farhanleos is offline Senior Member
    Last Online
    5th October 2017 @ 03:37 PM
    Join Date
    15 Aug 2008
    Location
    Damam KSA
    Gender
    Male
    Posts
    1,050
    Threads
    98
    Credits
    1,039
    Thanked
    102

    Default

    dosto kisi ko ma k bare mai kuch nae kehna kia ??

  4. #4
    Khawarlatif's Avatar
    Khawarlatif is offline Senior Member
    Last Online
    4th December 2017 @ 07:19 PM
    Join Date
    05 Jun 2010
    Location
    Sialkot
    Gender
    Male
    Posts
    4,124
    Threads
    98
    Credits
    827
    Thanked
    579

    Default

    Maaa Bus Maa hoti hy...
    Maa jaisi muhbbat karny wala or koi nhe ho sakta ..

    I LOve my Mom..
    ................

  5. #5
    Mawara's Avatar
    Mawara is offline Senior Member+
    Last Online
    27th July 2012 @ 04:28 PM
    Join Date
    07 Dec 2010
    Location
    pata nahi ¯\(°_o)/¯
    Gender
    Female
    Posts
    1,694
    Threads
    93
    Credits
    0
    Thanked
    79

    Default

    zindigani ke safar main gardishon ki dhoop mein
    jab koi saya nahin milta tab boht yaad aati hai MAAN

    pyar kehte hain kisse aur maamta kya cheez hai
    koi un bachon se pooche jinki mar jati hai MAAN

    safa-e-hasti pe likhti hia asool-e-zindagi
    isiliye to maqsad-e-islam kehlati hai MAAN

    jab koi pardes jata hai aye noor-e-nazar
    Quran leke sar pe aajati hai MAAN

    leke zamanat mein raza-e-pak ki
    peechey peechey sar jhukaye door tak jati hia MAAN

    kaampti awaz main kehti hai beta alvida
    samne jab tak rahe hathon ko lehraati hai MAAN

    jab parseshani mein phass jate hain hum pardes main
    aansuuyon ko pochne khawbon main chali aati hai MAAN

    marte dam tak aasaka na bacha ghar pardes se
    apni sari duyayain chokhat pe chor jati hia MAAN
    [IMG]http://i1142.***********.com/albums/n620/Guriaa/x_3c3d477d.gif[/IMG]

  6. #6
    Mawara's Avatar
    Mawara is offline Senior Member+
    Last Online
    27th July 2012 @ 04:28 PM
    Join Date
    07 Dec 2010
    Location
    pata nahi ¯\(°_o)/¯
    Gender
    Female
    Posts
    1,694
    Threads
    93
    Credits
    0
    Thanked
    79

    Default

    Meri Maa B Sub Maaon Jesi Hy

    Zindagi K Tapte Sehra Me Thandi Chaon Jesi Hy

    Bin Mange Jo Hon Aarzoein Pori

    Mere Dil Se Jo Nikli Un Sub Duaon Jesi Hy

    Jab Jab Hua Hun Mai Pareshan Zindgi Me

    Karti Hy pursakun Mujhe Pak Thandi Ghhataon Jesi Hy

    Nahi Alfaaz Jin Se Karun Tareef Apni Maa Ki

    Khaak Sa Banda Hun Mai Kiya Bataon Kesi Hy

    Khuda Rakhe Salamat Sayaa Humare Saron Par Ta Qayamat

    Farishton Jesi Hy Woh Sub Achi Maaon Jesi Hy

    I Love My Mother

  7. #7
    farhanleos's Avatar
    farhanleos is offline Senior Member
    Last Online
    5th October 2017 @ 03:37 PM
    Join Date
    15 Aug 2008
    Location
    Damam KSA
    Gender
    Male
    Posts
    1,050
    Threads
    98
    Credits
    1,039
    Thanked
    102

    Default



    Aik muddat se meri maa nahi sui TABISH
    Main ne aik bar kaha tha muje dar laghta hain

  8. #8
    farhanleos's Avatar
    farhanleos is offline Senior Member
    Last Online
    5th October 2017 @ 03:37 PM
    Join Date
    15 Aug 2008
    Location
    Damam KSA
    Gender
    Male
    Posts
    1,050
    Threads
    98
    Credits
    1,039
    Thanked
    102

    Default

    Ae maa teri hi yaad ki

    Ae maa teri hi yaad ki
    paon mein padhi zanjeer hei

    teri duwaon se hi dekh zara
    roshan meri ye taqdeer hei

    tu bhale hei aankhon se door mere
    par tujhe dekhne ko jab man karta hei

    khada ho jata hon aaine ke samne
    jhalakti mujh mein.teri tasweer hei

    mujhe koi bhi yahan ab gham mile
    mujhe kuch bhi iska gham nahin

    door tujh se jo hoon mein aaj
    kya gham mera, ye kam nahin

    awaz teri na sun paoo mein
    rab na kare, kabhi aisa ho

    maa khone ka gham kya hota hei wakas
    ye sehne ka tujh mein, zara dam nahin

  9. #9
    fawad ahmadbj's Avatar
    fawad ahmadbj is offline Senior Member+
    Last Online
    29th September 2016 @ 11:43 AM
    Join Date
    06 Jun 2009
    Location
    ISLAMABAD
    Age
    37
    Gender
    Male
    Posts
    493
    Threads
    98
    Credits
    0
    Thanked
    41

    Default

    Very very nice.........
    Really miss my maa

  10. #10
    farhanleos's Avatar
    farhanleos is offline Senior Member
    Last Online
    5th October 2017 @ 03:37 PM
    Join Date
    15 Aug 2008
    Location
    Damam KSA
    Gender
    Male
    Posts
    1,050
    Threads
    98
    Credits
    1,039
    Thanked
    102

    Default

    Bhae plz ap b koe share kare Mother k bare mai Plzz

  11. #11
    Fast_Ismail's Avatar
    Fast_Ismail is offline Advance Member
    Last Online
    5th August 2023 @ 05:03 AM
    Join Date
    19 Aug 2008
    Location
    Hyderabad India
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    3,005
    Threads
    257
    Credits
    1,366
    Thanked
    825

    Default

    یہ ہی اگر اردو میں ہوتا تو بہت خوب ہوتا
    ok nice sharing

  12. #12
    Mawara's Avatar
    Mawara is offline Senior Member+
    Last Online
    27th July 2012 @ 04:28 PM
    Join Date
    07 Dec 2010
    Location
    pata nahi ¯\(°_o)/¯
    Gender
    Female
    Posts
    1,694
    Threads
    93
    Credits
    0
    Thanked
    79

    Default

    ik aisa ahsas hai maa;
    mery sans ka dusra naam hai maa;
    khud ko mera wajood dekhlaya;
    jisnay mujh ko chalna seekhlaya;
    achay aur buray main farq samjhaya;
    janat ki basharat hai jahan;
    ik aisa ahsas hai maa;
    zamanay kay sardo_garam say bachaya;
    halaat say jisnay larna seekhlaya;
    dil meray ka sakoon jahan;
    mery ratoon ka chain jahan;
    ik aisa ahsas hai maa;
    dukh to sabkay aik say hain;
    phir sukh kun sabkay parayee hain;
    meray dukhon ki intha jahan ;
    meray sukhon ki ibtada jahan;
    ik aisa ahsas hai maa;
    gher say kabhi jab routh kay jaon;
    ya ratoon ko gher der say aoon;
    apna har dam usko main muntazir paoon;
    phir bhi main bazz na aoon;
    har ahat pay jo chonkay;
    khary hai jo intzar main meray;
    raat bhar tak preeshan wahan;
    ik aisa ahsas hai maa;
    jab bhi main kisi safar pay jaoon;
    maa say dheron duayen main paoon;
    dor jakay uski kami main paoon;
    jaisay jissam yahan ho aur rooh wahan;
    ik aisa ahsas hai maa;
    mery sans ka dusra naam hai ma

Page 1 of 3 123 LastLast

Similar Threads

  1. Chain ka hd receiver
    By Smartkifayat in forum Satellite stuff & info
    Replies: 3
    Last Post: 5th July 2015, 12:23 PM
  2. Sanoo Ik Pal Chain Na Awy
    By Thinkme1st in forum Punjabi
    Replies: 11
    Last Post: 1st November 2012, 09:34 AM
  3. O Mere Dil De Chain
    By abdulhafeezbutt in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 0
    Last Post: 13th August 2009, 11:03 AM
  4. complete this chain.........
    By shama ghazal in forum Baat cheet
    Replies: 79
    Last Post: 5th June 2009, 11:55 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •