Aslaam o alikum
experts maje ap se yeh poochna hai k
mian kuch softwere use karta ho ji 30days hai
jab 30day end ho jaytay hai tuo yeh open nahi hotay registered honay ko kahtay hai
jab 30day ka trial period hutam ho jay tuo kiya window ko 2bara karay
bht saray dost kahtay hai k registry cleaner use karo
woh b kiya
cclean
totoal uninstall
revo uninstall
lakin jab dobra woh softwere instaal karta ho tuo phire yehi msg ata hai ur trial period is expired please register
tuo is ka kiya haal hai k 100%
registry clean ho jay ussy window main jo hum istamaal kar rahay hai koi new window install na karny paray
koon sa registry cleaner hai jo 100% softwere ko delete ya clean karta hai jis se softwere ko dobara instaal kar kay 30days tak phre use kiya ja skay
please ap btay yeh boht bari problem ahi
portable softwere use karay tuo usmain woh setting anhi rahty jo hum softwere k liy set kartay hai iss liya portable b useable nahi