Dear Brothers AOA mara problem yay ha k maray pass 8 GB ka memory card ha manay us main kuch games download ki hain ab jab mobile main dalta hn to format karanay ka option aa jata ha aur open nh hota abhi 1 ghantay pahlay theek tha but ab reader main dal kr b chala raha hn to open nh hota aur insert disk ka option aa jata ha scan kiya ha lakin phir b kuch nh hoa us main jo data ha wo maray liyay bohat zaida important ha plz koi tareeka bata do k ya to card theek ho jayay warna kam az kam main us say data to hasil kar he loonn plz data maray liyay bohat zaida ahmiyat rakhta ha
Bookmarks