Assalam-o-Alaikum!
jazakallah
Assalam-o-alaikum wr wb,
LoyalMuhammaden Bhai App K signature main Sharabi k hawalay say jo baat
likhi hai kia yeh hadith hai ya koe ayat ka tajuma Bohat zabardast baat likhi hai apnay magar plzz eska refrence mujhay bata dayin Allah pak apko jaza-e-khair ata farmayin ameen summa ameen..
Tableegh Ki Barkat
Acha or Malomati Mazmoon ko share kia hai JazakAllah...
Laikin chand sawal zahen mai Uljhan paida kertay hai ....
Molana (Sahib-e-Mazmoon , Allah unki Maghfarat Fermay or Jannat mai jaga day Aameen) chukay Merhoom hochukay hai is lia aap say apnay ilm mai izafay kay lia sawal hai
Pehlay tu wazeh karain kay "JAMHORIAT" bhi "Islami" hosakti hai
ya "VOTE" dena shar'aee tareqa hai......?
jazakallah
جزاک اللھ
Khanqah Daruslam
Bookmarks