Laptop Dell D620 mai jis gaga par bettry hoti hai wahain 1 sim bhe daalnay ki jaga hai. kya hum wo sim laptop mai use kar saktay hai. agar use karsaktay hain tu as ka tariqa batain.
Laptop Dell D620 mai jis gaga par bettry hoti hai wahain 1 sim bhe daalnay ki jaga hai. kya hum wo sim laptop mai use kar saktay hai. agar use karsaktay hain tu as ka tariqa batain.
Bhai sim nhe hoga memory card ki option hoti hay
ya ager aisi bat hay to screen shot den
jabbar sab sim card tu hai par wo app ya sim card srf USA ma use kar saktye hai Keu k D Series bht old hai tab pakistan ma ya sim option nahi tha ess k software b app ko mil jaye ga par Pakistan ma ya use nahi ho sakti
Pm Me For Cheap Voip Deals
ya lo bahi driver scanner bht chuta sa hai par bht kaam k hai ess k
size only
481 kb :d but bht kaam k hai
donload link http://www.mediafire.com/?229cdj7x9om1fpw
Bookmarks