mery paas wateen usb hai aur us k signal ni aa rahy thy to main nain bazar se 600 ki wier khareed li hai lakin usb wier k saath chalti hi nai
kbi option ata hai usb not recognaized aur jb wier k saath usb lagaty hain to wateen ka software b instaal ho jata hai lakin chalti nai
pory din main 1 dafa connect hoti hai aur wo b kabi kabi
btain main kiya kroun k masla hal ho jai