Aslam o Alaikum

Bhai mujy aik baat pochani hay. kiya I-Mate K-Jam par Android install ho sakta hay? agar ho sakta hay to baray meharbani is ka tariqa bata dain. main is kay mutaliq janana chahta hon.

Jazak ALLAH

Muhammad Asif Sadiq