bai ap nay itune say upgrade kiya to uska unlock khtm ho gya, ab unlock karny k liye apko jailbreak pehly karna pay ga phir unlock, ap k pass iphone konsa hai, yahin pay aik dost nat thread post kiya howa hai jailbreak ka, us say help lain, aur agar iphone 4 hai to bht asan aik tarika hai , iphone say safari open karainis k liye wifi use karain open kar k address bar main type karain,,, www.jailbreakme.com aur hdayat pay aml karty jain jailbreak ho jae ga, thanx
Bookmarks