Assalam-o-AlaikuM!
Umeed hay sab meri tarah smart hoon gay
ji meri Guzaarish hay k please attachment main Gunjaish zara zyada karain.
Poetry main size ka masla hota hay... agar Gif main Convert karain to Image sahi nahi aata uski Pixels tooot jaati hain..
aur width ki allow bhi agar kuch zyada ho jaye to meharbani ho gi
Bookmarks