Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast
Results 13 to 24 of 28

Thread: Maa ( Mother )

  1. #13
    Join Date
    17 Jan 2008
    Location
    UAE
    Age
    38
    Posts
    35
    Threads
    4
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Maa Ki Hasti...

    ...
    Attached Images Attached Images  
    Last edited by khancute; 19th January 2008 at 04:48 PM.
    آئی ٹی دنیامیں سیگنیچرز میں اتنے بڑے سائز کی امیج لگانا سختی کے ساتھ منع ہے۔۔۔آئی ٹی دنیا ٹیم

  2. #14
    Join Date
    17 Jan 2008
    Location
    UAE
    Age
    38
    Posts
    35
    Threads
    4
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Phir b hanstay hain...

    '' Maa Ki Hasti ''


    Sehey Dard Hazaron Woh Phir B Hansti Hey
    Woh Koi Or Nahi Sirf Maan Ki Hasti Hey
    Jo Kainaat Key Dardon Ko Seh Key Jeeti Hey
    Jab Digmagain Qadam Sahara Faqt Maan Rehti Hey
    Zameen Sey Asmaan Tak Pyar Ki Jo Hasti Hey
    Woh Koi Or Nahi Sirf Maan Ki Hasti Hey
    Woh Ibtida, Woh Inteha, Woh Dastaan Meri
    Meri Jannat Meri Chahat Hey Sirf Maan
    Hum Per Rehmat Ki Jo Barish Barsati Hey
    Woh Koi Or Nahi Sirf Maan Ki Hasti Hey
    Sari Duniya Main Haseen Sirf Maan Hey
    Bas......................Man...................... .Hey
    Sehey Dard Hazaron Woh Phir B Hansti Hey
    Woh Koi Or Nahi Sirf Maan Ki Hasti Hey

  3. #15
    Join Date
    17 Jan 2008
    Location
    UAE
    Age
    38
    Posts
    35
    Threads
    4
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Ek Dard Bhara Sach...

    '' Ek Dard Bhara Sach ''

    Mout Ki Aaghosh Main Jab Thak Kai So Jati Hai Maan
    Tab Kaheen Ja Kar Sukoon Thora Sa Pa Jati Hai Maan
    Fikr Main Bachoon Ki Kuch Is Terha Ghul Jati Hai Maan
    Nojawaan Hotay Huwey Boorhi Nazar Aati Hai Maan
    Rooh Kai Rishtay Ki Yeah Gehraiyan To Daikhiyey
    Chout Lagti Hai Humaray Aur Chil'lati Hai Maan
    Kab Zarurat Ho Merey Bachay Ku Itna Soch Kar
    Jaagti Rehti Hain Aankhain Aur So Jati Hai Maan
    Hudiyoon Ka Ras Pila Kar Apnay Dil Kai Chain Ku
    Kitnee Hi Ratoon Mai Khali Pait Soo Jati Hai Maan
    Janey Kitni Barf Si Ratoon Mai Aisa Bhi Huwa
    Bacha To Chaati Pai Hai Geelay Main So Jati Hai Maan
    Jab Khiloney Ko Machalta Hai Koi Ghurbat Ka Phool
    Aansoon Kai Saaz Par Bachay Ku Behlati Hai Maan
    Fiker Kai Shamshaan Mai Aakhir Chitaoon Ki Terhan
    Jaisey Sookhi Lakriyaan, Is Terha Jal Jati Hai Maan
    Apnay Aanchal Sai Gulabi Aansuoon Ko Poonch Kar
    Dair Tak Ghurbat Pai Apney Ashk Barsati Hai Maan
    Samney Bachoon Kai Kush Rehti Hai Her Ik Haal Main
    Raat Ku Chup Chup Kai Lakin Ashk Bersati Hai Maan
    Pehley Bachoon Ko Kheelati Hai Sukoon-o-Chain Sai
    Baad Mai Jo Kuch Bacha Ho Shouq Sai Khati Hai Maan
    Mangti Hi Kuch Nahi Apney Liyey ALLAH Sai
    Apney Bachon Kai Liyey Daman Ku Phailati Hai Maan
    Gar Javan Baiti Ho Ghar Main Aur Koi Rishta Na Ho
    Ek Naye Ehsas Ki Suli Pai Charh Jati Hai Maan
    Har Eebadat Har Mohabbat Mai Nihan Hai Ek Gharz
    Be-Gharz, Be-Loos, Har Khidmat Ku Kar Jati Hai Maa
    Bazuwoon Mai Kheench Kai Aajaye Gi Jaisey Kayenat
    Apney Bachay Kai Liyey Bahoon Ku Phailati Hai Maan
    Zindagani Kai Safar Main, Gardishoon Ki Dhoop Main
    Jab Koi Saya Nahi Milta To Yaad Aati Hai Maan
    Pyar Kehtey Hain Kisey Aur Mamta Kya Cheez Hai
    Koi Un Bachoon Sai Poochey Jin Ki Mar Jati Hai Maan
    Safa-e-Hasti Pai Likhti Hai Usool-e-Zindagi
    Is Liye Ek Muktab-e-Islam Kehlati Hai Maan
    Us Nai Duniya Ko Diyey Masoom Rahber Isi Liyey
    Azmatoon Main Sani-e-Quran Kehlati Hai Maan
    Ghar Sai Jab Pardes Jata Hai Koi Noor-e-Nazar
    Haath Main Quran Lai Kar Dar Pai Aajati Hai Maan
    Dey Kai Bachay Ku Zamanat Main Raza-e-Pak Ki
    Peechay Peechay Sar Jhookaye Door Tak Jaati Hai Maan
    Kanpti Aawaz Sai Kehti Hai Baita "Ulwida"
    Samney Jab Tak Rahey Haathoon Ko Lehrati Hai Maan
    Jab Parayshani Main Ghir Jatey Hain Hum Pardes Main
    Aansuwoon Ku Poonchney Khuwaboon Main Aajati Hai Maan
    Dair Ho Jati Hai Ghar Aaney Main Aksar Jab Humain
    Rait Per Machli Ho Jaisay Aisay Ghabrati Hai Maan
    Martey Dam Tak Aa Saka Bacha Na Ghar Pardes Sai
    Apni Donon Putliyaan Chokhat Pai Rakh Jati Hai Maan
    Baad Mar Janey Kai Phir Baitey Ki Khidmat Kai Liyey
    Bhais Beti Ka Badal Kar Ghar Main Aajati Hai Maan
    Door Ho Jati Hai Sari Omer Ki Us Dum Thakan
    Biyha Kar Kai Betay Ka Jab Ghar Bahu Lati Hai Maan

  4. #16
    Join Date
    17 Jan 2008
    Location
    UAE
    Age
    38
    Posts
    35
    Threads
    4
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Maa kio roti hai???

    '' Maa Kio Roti Hai ''

    be basi ke aangan mein
    ek yateem bachi hai
    bhook jiski paki hai
    neend jiski kachi hai
    bhook jab bhi lagti hai
    kuch samajh na pati hai
    bhook jab satati hai
    maan kyon gungunati hai
    roti kyon nahi deti
    lori kyon sunati hai
    loryon ke bolon mein
    chand hai chakori hai
    doodh ki katori hai
    laddowon ki bori hai
    jholna sitaron ka
    chandni ki dori hai
    bhook ketni sachi hai
    kitni jhoti lori hai
    torhi der roti hai
    jhoot moot soti hai
    nem baaz aankhon se
    choori choori takti hai
    maan ko dekhti hai vo
    aur hairan hoti hai
    jaise hi vo soti hai
    maan kyon uski roti hai...

  5. #17
    Join Date
    17 Jan 2008
    Location
    UAE
    Age
    38
    Posts
    35
    Threads
    4
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Khuda ki Rehmat...

    ...
    Attached Images Attached Images  

  6. #18
    Join Date
    17 Jan 2008
    Location
    UAE
    Age
    38
    Posts
    35
    Threads
    4
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Methee Dhandi Chawon Hai Maa...

    '' Methee Dhandi Chawon Hai Maa ''

    Maan...........!!!
    Jis Main Simtay Saara Jahan
    Chota Sa Woh Eik Lafz Hai Maan
    Is Rishtay Say Sab Hain Waqif
    Per Koi Na Samjhay Kia Hai Maan
    Jis Nay Tum Ko Janam Diya
    Us Hasti Ka Naam Hai Maan
    Seenay Say Laga K Paala Kisnay
    Jis Nay Paala Woh Hai Maan
    Pyaar-O-Mohabbat Karay Har Dam
    Chahat Ka Eik Khazana Hai Maan
    Jaan Bhi Nichawar Karday Jo
    Qurbaniyon Ka Woh Samandar Hai Maan
    Qadmon Talay Hai Janat Us Key
    Itni Azeem Hoti Hai Maan
    Us Ki Azmat Un Say Poocho
    Jin K Paas Nahin Hai Maan
    Aaj Tum Jo Kuch Bhi Ho
    Hai Us K Peechay Tumhari Maan
    Badal Nahin Us Ka Duniya Bhar Main
    Eik Aisa Lazawaal Rishta Hai Maan
    Sada Rahay Salaamat Saya Us Ka
    Eik Meethi Thandhi Chaaon Hai Maan...

  7. #19
    Join Date
    17 Jan 2008
    Location
    UAE
    Age
    38
    Posts
    35
    Threads
    4
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Love You Mom...

    '' Love You Mom ''

    Oh mother dear this is your day
    no matter what or come what may
    do as you will in your own way
    364 days you attend to family in work and play
    this day is yours for family to repay
    albeit a token of love in a small way
    with flowers and dinners you will be spoiled today
    promises of love and thanks galore all do say
    dearest mother, a happy future for you I pray
    365 days of the year you are always here
    so, for one special day you are spoiled, my dear
    there is a special place reserved for you forever in my heart
    none may replace it, for in my heart you will never depart
    Oh Mother Dear, this is your day
    just want to say, "I love you Mom",

  8. #20
    maintumsehun's Avatar
    maintumsehun is offline Senior Member+
    Last Online
    14th March 2010 @ 10:54 PM
    Join Date
    05 Feb 2007
    Posts
    212
    Threads
    19
    Credits
    599
    Thanked
    0

    Default

    "M" is for the million things she gave me,
    "O" means only that she's growing old,
    "T" is for the tears she shed to save me,
    "H" is for her heart of purest gold;
    "E" is for her eyes, with love-light
    shining,
    "R" means right, and right she'll always be

  9. #21
    Join Date
    17 Jan 2008
    Location
    UAE
    Age
    38
    Posts
    35
    Threads
    4
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default keep sharing !maintumsehun


    Thanx maintumsehun aap nay yahan sharing ki
    khush raho!

    keep sharing


    Allha Pa Amaan

  10. #22
    faisalMA is offline Junior Member
    Last Online
    31st July 2008 @ 10:54 AM
    Join Date
    25 Jun 2008
    Age
    43
    Posts
    3
    Threads
    0
    Credits
    136
    Thanked
    0

    Default

    nice very nice...............!

  11. #23
    shahzebawan's Avatar
    shahzebawan is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd August 2012 @ 05:56 AM
    Join Date
    13 Aug 2007
    Posts
    446
    Threads
    12
    Credits
    940
    Thanked
    0

    Default

    very very nice sharing

  12. #24
    MUHAMMAD NAWAZN is offline Junior Member
    Last Online
    23rd October 2011 @ 12:42 PM
    Join Date
    22 Nov 2007
    Age
    41
    Posts
    26
    Threads
    2
    Credits
    975
    Thanked
    0

    Default

    Very Vevy Nice Keep It Up

Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast

Similar Threads

  1. mor, maa, mother
    By jumma111 in forum Pashto
    Replies: 12
    Last Post: 24th July 2012, 03:04 PM
  2. Mother Is Mother
    By Shehzad Iqbal in forum Photo Gallery
    Replies: 25
    Last Post: 10th April 2010, 08:45 AM
  3. Mother
    By cyber-ghost in forum Videos
    Replies: 7
    Last Post: 6th April 2010, 11:28 AM
  4. Mother
    By DAWN in forum Photo Gallery
    Replies: 18
    Last Post: 20th December 2009, 12:22 AM
  5. Mother Day
    By *~Zaka~* in forum General Discussion
    Replies: 2
    Last Post: 10th May 2009, 05:48 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •