zong free balance tarika btaein
zong free balance tarika btaein
*222 haish
aur koi tareqa fil hal ni hy
main nay bi maloom karnay ka tareka pocha tha but *222# to 10 pesay kat jatay hain aut net ka bi tarka batae koe plzzzzzzzzzzz
Aap ko msg karna parhega zong ki service option main jao wahan yari load karo lakin itna ziyada karo k aap k mobile main utna blnce nhi ho aap ko msg aajaye ga aap k itna blnce hai
Bookmarks