Asalam o Aalaikum Warahmatullahe Wabaraktuh bahi aj say 2 sall pahlay manay apnay mobile say kuch photos kheenchi theen jo k memory card main save theen us k bad manay 1 sal k bad wo delete kar denn then. is doran manay ek bar b apna mobile card formate nh kiya abhi b maray pass wohi card ha aur main hazaroon photos kheench k delete kar chuka hn lakin ab mujhay un photos ki zaroorat kha jo 2 sal pahlay maray card main theen kya koi aisa softwear ha jo un photos ko recover kar sakay ? plz main bohat bohat shukar guzar hn ga agar kuch aisa mujhay mil jayay to plz ans me .
Bookmarks