Results 1 to 4 of 4

Thread: I Need Your Help

  1. #1
    ALI NOOR's Avatar
    ALI NOOR is offline Senior Member+
    Last Online
    7th February 2024 @ 11:57 AM
    Join Date
    13 Apr 2006
    Location
    Lahore
    Posts
    463
    Threads
    142
    Credits
    1,327
    Thanked
    3

    Default I Need Your Help

    Assalam-o-Alaikum
    Sab behan bhayoon ka kiya haal hai ummeed hai theek hoonge kya mujhe koi bataye ga ke main jab kesi folder ki properties main ja ker costumize button per click karne ke baad jab choose picture main jaker koi tasweeer lagata hoon ko us folder per to wo tasweer aa jati hai lekin kisi doosri drive ke folder main bhi aa jati hai maine aik folder per tasveer lagai to wo hi tasveer (c drive)main windows ke tamam folders per lag gai please mujhe isse istamal karne ka thek tarika bata deen
    AAP KA BHAI
    ALI NOOR

  2. #2
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    bhai saab, jab aap nay aik folder ki properties ko customize kia to wahan par aik option "also apply this template to all subfolders" par click hogaya hoga jis ki wajah say woh picture sab folders par lag gai. ab aap kisi bhi folder ki properties aur phir customize main jakar, no picture kardain aur "also apply this template" ko bhi click kardain, takay tamam folders woh pic nikal jaye.
    aur phir jab bhi aap ki sirf kisi aik folder par pic lagana hay to aap "also apply" wali option ko click mut karain.

    aik aur settings yeh bhi kar dain, "My Computer" ya koi bhi folder open karain aur phir Tools aur phir Folder Option kay menu main jaain aur phir VIEW ki tab par click karain aur phir "Remember each folders settings" ko click kardain. is say har folder ki setting hamesha alag alag rahe gi.

  3. #3
    Hamsafar's Avatar
    Hamsafar is offline Senior Member+
    Last Online
    4th January 2012 @ 01:39 PM
    Join Date
    09 Mar 2006
    Location
    Bahawal Pur
    Posts
    823
    Threads
    54
    Credits
    945
    Thanked
    2

    Default

    aap ka masla sheeda pastool ki waja se hal ho gaya ho ga

    agar na hoa to mujhy batain main aap ko aik software send karooooo ga

    jo folder ki management kerta hai ok bye bye
    Har Fun Moula

  4. #4
    jaankaash's Avatar
    jaankaash is offline Senior Member+
    Last Online
    26th May 2022 @ 10:24 AM
    Join Date
    18 Nov 2005
    Location
    Karachi
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    2,139
    Threads
    117
    Credits
    1,384
    Thanked
    5

    Default

    i think app ka problem solve ho gia hai ab Thnx sheeda bhai
    Email address + MFA web link not allowed...ITD Team

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •