salamz dostoun mujhay apnai hp k printer k liyai driver chahiyai
model hai
HP DESKJET 1125C
yai driver net pay available nahi hai
kyun k printer kafi old hai aur win7 nai
link toa hain net pay drivers k par downloadable nahin hain
message aa raha hai k win7 ko update karwaien usb say connect kar k
jo k itna aasan nahi hai..hamari windows update kahan ho sakti hain....
;-)
aap loag koi hal bataien
Bookmarks