Asalam o Aalaikum Warahmatullahe Wabaraktuh bahi masla yay ha k main jab b idm say koi bari file download karta hn to us ka resume ka option no ata ha aur baz aukaq jab file ki resume yes hota ha to main is ko pause karta hn aur jab dobara start karta hn to wo file dobara shru say download karni parti ha kya koi aisi settings bata sakta ha jis say koi b file jahan say pause ki ho wahan say he start ho jayay
Bookmarks