salaam to all..

mene wingate install kia hai version 6.2.2
koi mujhy bata akta hai k men isy kaisy configure kar sakta hun?? mene local networking ki hui hai or 12 p.c connected hen.. men chahta hun k men wingate sy sab ko control karun... agar kisi ko wingate k baary men knowlege hai to please share karen