aslam o alakum dosto main nain ek dost say net leya hoa hae or wo kehta hae k hum 3 loog hain lakin main nain check kia to us main 7 log hain kia ap koi taeka bta sakty hain main un 4 logon ko net k istmal sy kaisy rook sakoon mery ek dost nain kaha hae k main un ki mac adress block kar doon ki koibhai mujhy btain ge main un ka mac adres kaisy block kar doon or hum zte ki modem use klar rahy hain