Asalam o Aalaikum Warahmatullahe Wabaraktuh mayra sawal ya ha k mainay 3 Years Ka Diploma kiya hoa ha CHEMICAL main ab main ENGINEERING KARNA CHAHTA HN LAKIN MAIN JAHAN PAR B APPLY KARTA HN WAHAN PAR diploma base par sirf 1 ya 2 seats hoti hain kya koi mujhay kisi aisi university k baray main bata sakta ha jahan diploma holder ki seats zaida hn Chemical main aur admission asani say ho jayay manay self finance par b try kiya ha lakin nh hoa aur main 2 sala Apprenticeship b kar raha hn PAKISTAN REFINERY KARACHI main 1.5 sal ho gaya ha agar is base par mil jayay to b bata do .
Bookmarks